My Tears

Status
Not open for further replies.
tears..

Kismat ruk gayi, dil ke taar toot gaye
Wo bhi rooth gaye, sapne bhi toot gaye
humare paas they to sirf do aansu,
Jab yaad aayi aapki, to wo bhi lut gaye....
 
aansu..

Na to gum kam hai na hi aansu kam hai.....
Dekhna to ab ye hai Ae rulane wale ........
Teri yaado mein kitna dum hai....
 
aansooooooooo

Unhe aadat hain zakham dene ki,
Apni toh fitrat hain gum chupane ki,
Ab toh aadat si pad gayi hain aansoo pi jaane ki,
Kya haseen saza mili hain DIL lagane ki
 
Gham ka aanssu sailaab hota hei.....

Gham ke aanssu taddaff ko aur badhhate hein......

Very True

Aansooooooo

Ek ek aansu nikalta hai dil ke rone se,
dil ke tukde hote hai aarmano ke khone se,
ab kya bolu main is dil ke rone pe,
ab khoon ke aansu bahaye ge dil ke rone se.
 
Very True

Aansooooooo

Ek ek aansu nikalta hai dil ke rone se,
dil ke tukde hote hai aarmano ke khone se,
ab kya bolu main is dil ke rone pe,
ab khoon ke aansu bahaye ge dil ke rone se.

घणी सी ना रोवो रीना जी.......आंसू तक तै ठीक है जी...आंसू आने से कम से कम आंखों की धूल-मिट्टी ते साफ़ हो जायेगी....लेकिन खून के आंसू.......?
 
Last edited:
Koi dikha ke roye,
koi chhupa ke roye,
hume rulane wale,
hume rulake roye,
marne ka maza to tab hain yaaro
jab qaatil bhi zanaze par aake roye.
 
Koi dikha ke roye,
koi chhupa ke roye,
hume rulane wale,
hume rulake roye,
marne ka maza to tab hain yaaro
jab qaatil bhi zanaze par aake roye.

Gud 1 Nisha ...:)

Jinki aankhen aansu se nam nahi
Kya samajhte ho use koi gham nahi
Tum tadapkar ro diye to kya huwa
Ghum chupake hasne wale bhi hum nahi…
 
Gud 1 Nisha ...:)

Jinki aankhen aansu se nam nahi
Kya samajhte ho use koi gham nahi
Tum tadapkar ro diye to kya huwa
Ghum chupake hasne wale bhi hum nahi… ???????????????????????

Ghum chupake hasne wale bhi hum nahi... i think it shud be
Ghum chupake hasne wale bhi kum nahi :)
 
Dhalka aansoo jo choo gaya hotho se
dil bola bhawnao me ab tak namak hai

rona to door hans bhi na paaye
ehsaas ka labo tak lamba faasla kyu hai

jisko jaana use yun pehchana ki
woh anjana adhik aur apna kum hai

yun dil ki duriyan mita na sakogey
sab k liye jyada mere liye waqt kum hai
 
Dhalka aansoo jo choo gaya hotho se
dil bola bhawnao me ab tak namak hai

rona to door hans bhi na paaye
ehsaas ka labo tak lamba faasla kyu hai

jisko jaana use yun pehchana ki
woh anjana adhik aur apna kum hai

yun dil ki duriyan mita na sakogey
sab k liye jyada mere liye waqt kum hai




Very nice lines Sunita bebey.


Har aanssu gulle bahar nahin hota
Kabhi sachche insaan ka bhi eitbaar nahin hota
Jindagi kuchh bannai eissi hei uppar wale nei
Jisse paa letta huun ussi ko sarre bazar khotta.
 
MY tears are precious
They are the reservoir cum bank of my sorrows and joy
They are the wonderful treasure of my past
As a child,i could use them to call my mother instantly
And to scare my friends and to fool my brothers and sisters

As an adult,i was told that they should not come out
Because it is bad to show them up in that age

As a grown up man,they were subdued under my maturity
Because i was suppose to hold up the emotions

I wait for my old age now,when again these lovely drops
will get better of me and will flow freely as they did when
i was a child......uncontrolled and uncompromising.




Aanssu kehte sab kuchh lekin,samajhh nahin hum paate hein
Daya dikhate aanssu par hum,uska mann behlate hein
Aanssu motti mann mandir ka,tap-2 behta jata hei
Dukhh ho sukhh ho,beh-2 kar ye dil ko khuub sehlate hein.

Dev..I hate tears..!!;)
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top