Naaeeeeeeeeeee-2

Status
Not open for further replies.

amar0974

New member
Ek Baar Ek Jaat Naaeee ke dukan pa gaya ar bujan laga Haan Bhai Naaee ke Baal Kaatan Ke Ketney, ar Shave Ke Ketney Lay Hai. Naaee Bola
"Ch. Sahab Baalaan Ke ta 10 Rs. ar Shave. ke 3 Rs."
Jaat Tha Uut Bola
"Ta Nu Kar Naaee Ke Merey Shir (Head) ke Shave Bana De Jaldi Ta"
Hahaaahaaaa
 
isa ek or tha..
ek Tau dhabey pe pahuch gaya or bolya.. bhai K-ek pissey liye kara too khaan ke..

Dhabey aala abolya, Tau roti 8 anney ki ek or gelya daal free...

Tau bolya, ek gyaan kar..tu manney daal daal pya de :-) :-D :-D
 
Bhai Amardeep,

Bahut badhiya maza aa gaya, aaj kal quality jokes ka kime kaal sa pad rehya se es liye aur jyada maza aaya.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top