Sher hey Narrender bhai
Narrender Bhai Sher hey , Yeh sub media ki upaj hey aur kuch nahi. Khud BJP ke bade netao ney uska rajnitik jevan khatam karney ke prayaas kiye magr yeh sher jhuka nahi .Muje yaad hey Jab Atal bihari bajpai ney Narrender modi ke barey mein bola tha ki woh "Raj dharam" ka palan karey woh Atal ki sirf ek shajis h the Narender Modi ko theek usi tarah khatam karney ki jaisey UP mein "Kalyan singh" ko kara gaya.Magar har koi Nareender modi nahi hota.