virendernarwal
New member
Ek bar ek Baniya ek Jat ke Chorre ne apna naya ghar dikhata h....pher puche h beta kisha lagya.....chorra.. saith ji ghar to badhiya h per eska darwaja chotta h.....ismne to ek laash ( deed body) bhi na ja....baniye ne bahut bura lagya...ek din baniye ne chorre ka bapu mil je..aur wo uste sikayat kare ke mera ghar dekh k tera chorra bhunda bolya....to baniye ki request p chorre ka bapu bhi ghar dekhan chlya ja h...ghar dekh k bolya...mahra chorra nadan h uski baat ka burra na manao usne ke bera...aur nu bolya saith ji es darwaje ke ander se ek nahi 2 - 2 laash nikal jen..?