new delhi kaa naam badli karo

ravinderjeet

New member
new delhi kaa puranaa naam dili jatt hey.meraa kehnaa ye hey ki agar bombay -mumbai,benglor-banglooru,madras-chenni,calcata-colkaata ho saktaa hey to new delhi-dili jatt kyon nahi honi chaahiye.jaaton ko apnaa hak nahi chhodnaa chaahiye.
jatlandar apney vichaar veyket krein.
 
Jatlandar apney vichaar veyket krein.

बॉम्बे का नाम मुंबई और मद्रास का नाम चेन्नेई , स्थानीय भाषा के आधार पर बदले गए थे और इस मुद्दे को उठाने में राजनितिक पार्टियों का बहुत बड़ा हाथ था| सभी स्थानीय लोग इसके लिए सहमत थे|
मुझे नहीं लगता की दिल्ली के नाम में "जाट" लगाने की मांग को कोई पार्टी कभी भी उठाएगी | वैसे भी ये गलत ही होगा क्योंकि दिल्ली में जाटों का प्रतिशत (जनसँख्या) काफी कम होगी |
ज्यादा तो पता नहीं है मुझे इस बारे में पर पर मुझे नहीं लगता की पूरी दिल्ली को 'दिल्ली जाट' के नाम से जाना जाता होगा कभी; हो सकता है की जाट बहुल्य कुछ हिस्से (पश्चिमी दिल्ली शायद) को 'जाट दिल्ली' कहा जाता हो|
'दिल्ली जाट' कितना पुराना नाम है ?? इस से पहले और कुछ होगा, और उस से पहले और कुछ | वैसे ऐसी क्या जरुरत आन पड़ी अचानक 'दिल्ली ' का नाम बदलकर 'दिल्ली -जाट' रखने की ??
अगर आपको इस विषय में कुछ अधिक जानकारी है तो जरुर प्रकट कीजिये, हो सके तो लिखित प्रमाण के साथ....
 
naaaaaaaaaaa bhai.... naa....

are bhai phele he baki log jaton se khar khaye hai. ab agr delhi ke naam change karago to takhar, mali brahamin aur baniya jal jayange
 
It should be INDRAPRASTH which is oldest name of Delhi, But name Delhi is based on a JAT emperor which was DILLE, So we are in proud that capital of India is having a name of JAT emperor.
 
Chautalapur

Arr Rohtak belt ka Garhi Chautala

Arr Haryana ka Devigarh

Arr Gurgamme ka Gora-e-Chautala's balak
Ude aapa saare computer gail khela ge
 
new delhi kaa puranaa naam dili jatt hey.meraa kehnaa ye hey ki agar bombay -mumbai,benglor-banglooru,madras-chenni,calcata-colkaata ho saktaa hey to new delhi-dili jatt kyon nahi honi chaahiye.jaaton ko apnaa hak nahi chhodnaa chaahiye.
jatlandar apney vichaar veyket krein.

bhai saab bahut achhi baat hai ke aap jaaton ke hak ke baare mein sochate hain......or bhai sochna bhi chahiye .....har jaat ka ye farz banata hai......
par bhai dilli bharat ki rajdhani hai.......har bharatvaasi ka is par baraabar adhikar hai........agar aaj hum DILLI-JAAT ki demand karte hain to kal dusari community kisi or chiz ki demand karegi.......bhai is tarah to hamare desh ke itne tukade ho jayenge ki unhe sametna bhi mushkil ho jayega........
bhai main ek KATTAR JAAT hun.......jaat ke naam par kahin bhi kuch bhi kar sakta hun.......par bhai main ek KATTAR BHARATVASI bhi hun.......apne desh ke liye bhi kuch bhi kar skta hun.......
bhai apne desh mein pahle hi log desh ke prati bahut kam loyal hain......sab sirf apne baare mein sochte hain..or yahi main reason hai ki yahan ek ghatiya democracy hai or pakistan jaise chhote desh bhi bharat par attack karne ko tyaar rahte hai.....or china to dhire-dhire kabja kar hi raha hai........

bhai hume kuch aisa sochana chahiye jis-se logon ke dil mein desh ke prati pyaar badhe......wo apne desh ke baare mein soche........tabhi hamara desh perfect desh banega........
agar jaaton ne bhi dilli jaat ke naam par rola kar diya to bhai fer is desh na koi ni bacha sakta.........kyonki ek baar agar jaaton ke dimag mein aisi koi baat baith koi to fir unke aage koi nahi tik paega........because they are the best........in every field.......it could be money, power,mind....just everything.....

so bhai mera to yahi man-na hai ki agar ho sake to hame jaaton mein aapsi pyar ko badhva dena chahiye.....taki sab ek dusare ke dukh-dard mein shamil hon......is tarah unhe gumrah nahi karna chahiye......

waise bhai ye to mere vichar hai.....kisi bhai ko agar bura laga ho maafi chahunga.......
 
Delhi k gaanv jaaton k hain
 
Last edited:
kham kha kyun innn thredaaan ke bharoteee bandhya karooo ......delhi ka naam badlo .......delhi ka t pache badlya jaga pehlam ......aaaaapnee gam ka t badalva ke dekhlooo ... delhi ka naam jatan ke naam p hoye pache adee 10 -10 kileee milengee k sabnee ....jo asli kam h community welfare ka usme t koisa na dikhe ade naam badalvan m sabte aage ....rukeee mare h
jinkhtar ye naam badalvaoo soo iste badhiya unke dhandhee, naukri ,padhaii khatar sochoo taki ve kime upar uth sakeee ar logaan n bera pathe ki falana JAT s bhai ar ......bahut upar uth re h ...ade naam badalvaye t ke hoga

nue ar kehngeee ki unnn t delhi ka naam bhi jat dhar re s ar karan ke nahi kime narii khat at chun chetan ke s ...koi kam basss ka nahi

ye isi isi salah deniyaa s mera anurodh s ye naam t fer bhi badlejangee
pehlam 2/3 garib balkan ka jugad karva de mere yar ki ve bhukhe na maree

aaaj kal jatan ke balak 100 rapiyaa ki majdorii karan ki stage p aaliye s
t unkhtr kar lo kime na ki naam badllan p
 
I second your thought. I just read the title of the thread and thought how does that matter? Well people may have different opinions but there are so many other more important things that need attention and actions.

kham kha kyun innn thredaaan ke bharoteee bandhya karooo ......delhi ka naam badlo .......delhi ka t pache badlya jaga pehlam ......aaaaapnee gam ka t badalva ke dekhlooo ... delhi ka naam jatan ke naam p hoye pache adee 10 -10 kileee milengee k sabnee ....jo asli kam h community welfare ka usme t koisa na dikhe ade naam badalvan m sabte aage ....rukeee mare h
jinkhtar ye naam badalvaoo soo iste badhiya unke dhandhee, naukri ,padhaii khatar sochoo taki ve kime upar uth sakeee ar logaan n bera pathe ki falana JAT s bhai ar ......bahut upar uth re h ...ade naam badalvaye t ke hoga

nue ar kehngeee ki unnn t delhi ka naam bhi jat dhar re s ar karan ke nahi kime narii khat at chun chetan ke s ...koi kam basss ka nahi

ye isi isi salah deniyaa s mera anurodh s ye naam t fer bhi badlejangee
pehlam 2/3 garib balkan ka jugad karva de mere yar ki ve bhukhe na maree

aaaj kal jatan ke balak 100 rapiyaa ki majdorii karan ki stage p aaliye s
t unkhtr kar lo kime na ki naam badllan p
 
"Dili jatt" name history me h ki nhi mujhe to nhi pata..... bt ab agar name change ho jata h, to great h, bt eski possibility kam hi laga h,,,
bt personally i want to say '' dili-jat '' name is really gud....
dili jat-6 and more.........

new delhi kaa puranaa naam dili jatt hey.meraa kehnaa ye hey ki agar bombay -mumbai,benglor-banglooru,madras-chenni,calcata-colkaata ho saktaa hey to new delhi-dili jatt kyon nahi honi chaahiye.jaaton ko apnaa hak nahi chhodnaa chaahiye.
jatlandar apney vichaar veyket krein.
 
?

It should be INDRAPRASTH which is oldest name of Delhi, But name Delhi is based on a JAT emperor which was DILLE, So we are in proud that capital of India is having a name of JAT emperor
m completely agree wid u bhaiya. it should be indraprasth only
 
Last edited:
kham kha kyun innn thredaaan ke bharoteee bandhya karooo ......delhi ka naam badlo .......delhi ka t pache badlya jaga pehlam ......aaaaapnee gam ka t badalva ke dekhlooo ... delhi ka naam jatan ke naam p hoye pache adee 10 -10 kileee milengee k sabnee ....jo asli kam h community welfare ka usme t koisa na dikhe ade naam badalvan m sabte aage ....rukeee mare h
jinkhtar ye naam badalvaoo soo iste badhiya unke dhandhee, naukri ,padhaii khatar sochoo taki ve kime upar uth sakeee ar logaan n bera pathe ki falana JAT s bhai ar ......bahut upar uth re h ...ade naam badalvaye t ke hoga

nue ar kehngeee ki unnn t delhi ka naam bhi jat dhar re s ar karan ke nahi kime narii khat at chun chetan ke s ...koi kam basss ka nahi

ye isi isi salah deniyaa s mera anurodh s ye naam t fer bhi badlejangee
pehlam 2/3 garib balkan ka jugad karva de mere yar ki ve bhukhe na maree

aaaj kal jatan ke balak 100 rapiyaa ki majdorii karan ki stage p aaliye s
t unkhtr kar lo kime na ki naam badllan p

kya baat hai vikas bhai..........kati latth sa gaad diya........
 
Delhi k gaanv jaaton k hain

deepshi ji is baat se kya farak padta hai ki dilli ke gaanvon main jaat hai ya nahi......
or jahan tak mujhe pata hai ki sirf western dilli ke gaanvon mein hi jaat hai......
or wo log khud ko dilli ka kam or haryana ka part jyada maante hai........wo sirf haryana ki politics mein interest lete hain........

mujhe ek saal ho gaya hai dilli mein rahte hue or mera experience ye hai ki dilli main jaaton ka utna naam nahi hai......us-se jyada to yahan yadav or gujjaron ki chalti hai.......or aisa isi wajah se hai kyonki jaat bahut kam hai or jitne hai wo khud ko haryana ka mante hai.......dilli se kuch lena dena nahi unka......
 
Haryanvis Be Aware

Je bik gi JAT ki zamin
To voh ho gya nanga

Yo haal hain Dilli aale JATs ka
Haryanvis be_aware , Eib thara number hain kattan ka

Back
Top