Noida/delhi jat milan

  • Thread starter Thread starter vivekdh
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
V

vivekdh

Guest
aise hi 1 khayal aaya ki ,
Noida/delhi me JL ke members jo aapas me meljol ki iccha rakhte hon,to kissi friday shaam ko milne kaa progm banate hain ?
 
Ek kaam kar vivek gurgaon mai bana le program mai bi aa janunga bolo. After all friday night .. u can understand...hahahah
 
aise hi 1 khayal aaya ki ,
Noida/delhi me JL ke members jo aapas me meljol ki iccha rakhte hon,to kissi friday shaam ko milne kaa progm banate hain ?

dhankar bhai....

1.pehli baat: ya teri meri discussion nyu hoyi thi ak,,,,this should have been kept out of Jatland....

2. dusari baat: tu khud e na aave......ha ha ha....nara naam naam likhwaan ka sai tu...

3. Friday shaam: Those who are working saturday won't be able to come..unlike me, u , n nishant..also to come on friday evening, it won't be possible to reach to the venue for anybody coming from fardabad, gurgaon, n noida after office hours (which is usually 6~6:30)....so this should be kept only on sunday......."arr sunday ne tu na paave...ha ha ha:D"

4. aajkal aa rahe sain jadde: to sunday ne dophare si ka tem theek rehvega..

5. Count me IN...like always....
 
Venue decide hogaya hai ya karna hai, Agar nahi hua hai tau vote ke through kar lo NOIDA, DELHI , Gurgaon, Faridabad.
 
.
.
.
is baar gunny bhai aur bramha bhai bhi aa rahe hain jaldi hi...

aur samar bhai bhi abhi gaye nahi honge...

aur Dr. Bislas bhi yahin pe hi hain....

so i hope this time we all can meet, and find some time, for real ppl as well...:-)
 
i am comin on 6th dec , we will catch up
 
bhaiyo meri or se 1 or prathna hai ki iss meet ko kissi bhi bhari barkam discussion (1 example gunny bhai ne de diya samaj seva) se naa joda jaye sirf hansi khusi se ki gayi choti si party(sabke contri. se ;) ) ke rup me rakhe to badiya hogga
 
Last edited by a moderator:
bhaiyo meri or se 1 or prathna hai ki iss meet ko kissi bhi bhari barkam discussion (1 example gunny bhai ne de diya samaj seva) se naa joda jaye sirf hansi khusi se ki gayi choti si party(sabke contri. se ;) ) ke rup me rakhe to badiya hogga

Billul sahe contriiiiiii aale sahe hai bhai baada diye kaab ka programme hai aur bhai 6 matlab saturday ka maat banaiyee bhai
 
Billul sahe contriiiiiii aale sahe hai bhai baada diye kaab ka programme hai aur bhai 6 matlab saturday ka maat banaiyee bhai

bhai yo nishant rathi, nari date ki issi tissi karvaan ka sai...iski mat na suniyo....yo na aavee....dekh liyo...

Vivek,

It will be better if its on Saturday evening.

Thanks,

Ajay

Ajay bhai ki to me pakki ottu su....ye jarur aavenge...chahe party khatam hone se 5 min pehle hi kyun na pahunche...:p:D

aaajo...bhailogo.....aur aao...
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top