NRI vs Resident Indians !!!

Status
Not open for further replies.
vaise upender ji aap ke google search engine fail ho gyye ho to aapki information taahi.....pamella bordes jatni hi thi and she was involved in sex scandal.
ho jaavo shuru non resident jats k picche bhi.aapke man ki bhadas kaad k choddiyo kade kime rah ja.
 
Last edited:
pamella bordes is jatni,,,,,,,,,,,???
any update;;;;;;;;;;?
vaise upender ji aap ke google search engine fail ho gyye ho to aapki information taahi.....pamella bordes jatni hi thi and she was involved in sex scandal.
ho jaayu shuru non resident jats k picche bhi.aapke man ki bhadas kaad k choddiyo kade kime rah ja.
 
एन.आर.आई. (जाट एन.आर.आई. शामिल नहीं) डॉलर कमाने की कीमत क्या अपनी लड़कियों को पोर्न स्टार बनाकर चुकाएंगे?ट :
(नोट : कोई भी हिंदू जाट एन.आर.आई. लड़की अभी तक ऐसे मामलों में लिप्त नहीं पाई गई है, कम से कम मेरी जानकारी में, अतः हिंदू जाट एन.आर.आई. के लिए यह सवाल नहीं है.)
इस लेखन का मकसद किसी की सोच को बदलना या किसी को कोई शिक्षा देना हरगिज़ नहीं है, बल्कि मन की भड़ास निकालना-भर है.[/COLOR]
​

Jat NRI kyun chhod diye bhai? Is area mein bhi casteism...:)...

Jat kya koi ghutti pee ke videsh jaate hain ki baaki NRIs se alag behave karenge. Ya tu saare porn stars ka record rakh raha hai, with caste, religion and other details? Aisa hai to poora byaura de de please. Kya Jaton ko chhod ke baaki saari jaati aur dharmon ne (India and by extension NRIs mein to hazaar type ke maanas hain) porn ki duniya mein apna contribution diya hai? Nahin to, kripya yeh bataayein ki kaun kaun si caste ka kya contribution hai? Who are the leaders and who are the laggards?
​
 
@ Upender ... hahahahahahaha !
Bhai ... gharan baitha baitha khoob research kar rhya sei .... En aar aai ladkiyan ... asleel filmon main ............ hahahahahahahahahahahah !
 
Bill Clinton ne kam se kam accept to kar liya tha or apologize bhi kar liya tha, ND Tiwari to saaf mukar gaya, kehan laga ki video to fake hai. Desh mei itne sare sting operation ho liye par pher sab yeh keh de ki yeh to mei hu hi nahi. Ek or case kar rakha hai ND Tiwari par uske najayaj bete ne; ND Tiwari usse apna naam nahi dena chahta isliye usne DNA testing ke liye high court mei case kar rakha hai;

http://timesofindia.indiatimes.com/...wari-to-file-response/articleshow/5551693.cms

Bhai Vivek & Vijay

With due respect i want to say that "Eb kati ghetti me guthha dyo gey k keh te di got ur point"

but i think u didn't get my point: I ask an simple quest. tum India ki buraai dikha rahe ho aur Foreign ki badaai, aur jab mai tumhe kuchh achhi chij dikha raha hu to tum usey sirey se nakar kar, mere budkey kyoo bharo so ?????????????????

Eb clinton chahe monika ney chhede ya poonchi bandhwawe ND tiwari kisey gel dance kare ya bhajan maran dyo susrya ney, but its not fair you want 2 see & discuss only bad things abut india that too by praising foreign countries.
 
Hahahahahahhaha

Maan gey jadugar upender bhai tere haath ki safai.................

kit te lyawe se yo data kaad kaad mere bargya ka assurance tudwa diya tanne to

Balak likadgey haatha ma te, par ye kime bigdel case se shayad maa baap ne inpey dhyan na diya hoga k fer dollar ghaney achhey lagtey hongey inney ya fer maturity lavel kam hoga etc etc etc..

Abi vijay ki investigation chal rahi hai report aatey hi aapkey special comments k liye JL patal par lyai jayegi

Bhai ek aur chij Sahi fotu ka sahi jagah istemaal tanne bahut badia aawe se , i really like ur combinations of foto & story bhai.........

hahahhahaha sahi investigation kaad ki laya se beyond my littile imaginations
 
Last edited:
Mein toh CP arr Jantar Mantar pe Dharne pe baithan ka plan kar rehya hoon ...

NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay

Jisne join Karna ho iss list mein naam jodte jaao. Sabki dual citizenship cheen ne ki maang bhi kari jaayegiiiiiiiiiiiiiiiii

... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay

:rock:boxing:thappad:):o
 
Mein toh CP arr Jantar Mantar pe Dharne pe baithan ka plan kar rehya hoon ...

NRI haay haay

Jisne join Karna ho iss list mein naam jodte jaao. Sabki dual citizenship cheen ne ki maang bhi kari jaayegiiiiiiiiiiiiiiiii

... NRI haay haay
हम्बै, डट जा बटेऊ !!!

यू आर गैटिंग जज(>>>मेंटल)... ahahaha !!!

जस्ट चेक व्हट स्टार्टेड दिस रो (row)
v
v
v
http://www.jatland.com/forums/showthread.php?29456-NRI-vs-Resident-Indians-!!!&p=239553&viewfull=1#post239553

... और चिंता ना कर ओसामा के गुंडे लगा दिए हैं मन्ने तेरे पाच्छे...
आम्ते होंगे इब्बी तेरी बक्कल तारने.
 
Datt ja main aaoon su tere lath maran hudey e baithya rahiye.................
 
हम्बै, डट जा बटेऊ !!!

यू आर गैटिंग जज(>>>मेंटल)... ahahaha !!!

जस्ट चेक व्हट स्टार्टेड दिस रो (row)
v
v
v
http://www.jatland.com/forums/showthread.php?29456-NRI-vs-Resident-Indians-!!!&p=239553&viewfull=1#post239553

... और चिंता ना कर ओसामा के गुंडे लगा दिए हैं मन्ने तेरे पाच्छे...
आम्ते होंगे इब्बी तेरी बक्कल तारने.

ओसामा के गुंडे

hahhahah rey kaalley se ek bhurrrey nu te bata dey..................... pichan te lega yo
 
Mein toh CP arr Jantar Mantar pe Dharne pe baithan ka plan kar rehya hoon ...

NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay

Jisne join Karna ho iss list mein naam jodte jaao. Sabki dual citizenship cheen ne ki maang bhi kari jaayegiiiiiiiiiiiiiiiii

... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay
haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay... NRI haay haay

:rock:boxing:thappad:):o

Bhai Devender ebb ye NRI shooter bhejenge chanda katha kar ki ne, bach le bacha ja to teri khair nhi ebb, ar bairi esse kasute te na likhe e against tha to bhi.
 
Last edited:
Updender ji aap Bachpan see hee aise hain.....???

Apka maan vichlit nahin hota aise Fotu dekh ke??

NRI bahut badmash log hain.:D:D:D. badiya hua aap NRI naa bane...

Delhi ke kisse call centre main jaiyo aap.. Barthiye sanskriti kaa pata chalega apko.. Smoking Area main ....

Apko Laden(Woh shayad apka Guru hai) kaa address pata hoo toh kirpa karke chithi main likh kar Obama ko bhej doo..
 
Jat NRI kyun chhod diye bhai? Is area mein bhi casteism...:)...

Jat kya koi ghutti pee ke videsh jaate hain ki baaki NRIs se alag behave karenge. Ya tu saare porn stars ka record rakh raha hai, with caste, religion and other details? Aisa hai to poora byaura de de please. Kya Jaton ko chhod ke baaki saari jaati aur dharmon ne (India and by extension NRIs mein to hazaar type ke maanas hain) porn ki duniya mein apna contribution diya hai? Nahin to, kripya yeh bataayein ki kaun kaun si caste ka kya contribution hai? Who are the leaders and who are the laggards?

Uppu ji detail information provide ke jaaye.. Kapil uske upar aur research karenge... Woh research ke parkashit hone ke baad Sarv khap Panchayat main fainsla hoga ke Jat Videsh jayenge yaa nahin..

Please understand the gravity of matter and provide all necessary information asked above ASAP..
 
वो भारत हो या दुनिया का कोई भी देश आपको ठाली बैठे खाना नहीं खिला सकता ! आपको दुसरे देश जाने का मौका मिला ये अच्छी बात है मगर इसका मतलब ये नहीं बनता की आप उस देश की बुरे करें जहाँ से आप आये हैं ! जिस आदमी को अपनी जमीन से प्यार नहीं उसे गद्दार ही करार दिया जायेगा ! विदेश में रहने वाले भारतीयों को अगर गुमान है की ये देश उनके पैसे से चलता है तो उन्हें ये वहम अपने दिल से निकल देना चाहिए! आज अमेरिकेन या यूरोपियन कंपनी भारत में आ रही हैं तो ये उनके वहां जाकर काम करने और उनसे इम्प्रेस होकर नहीं आ रही ! यहाँ के सस्ते लेबर के कारन वो यहाँ खींचे आ रहे हैं ! उनकी प्रोडक्ट कास्ट ४०-५० प्रतिशत तक कम हो जाती हैं !
बाकी उन भारतीयों को भी जिन्हें ये वेहम है की विदेश में जाना गुनाह है उनसे एक सवाल है की क्या उन्हें मौका मिलेगा तो वो नहीं जाना चाहेंगे?
हाँ कुछ प्रतिशत उनकी होगी जो नहीं जाना चाहते और यहाँ जिनका अच्छा गुजरबसर चल रहा है बाकी अपनी ज़िन्दगी में हर कोई आगे बढ़ना चाहता है चाहे वो पैसे के मामले में हो या फिर पावर के मामले में ! बाकी विदेश की संस्कृति को सरहाने वालो से एक सवाल है की उनकी संस्कृति है ही कहाँ ? मुझे तो वो सब जानवरों की तरह ही जीते नज़र आये पाषाण युग की तरह वहां कपड़ो और रिश्तो का आभाव ही दिखा ! अपने पेट के लिए तो सिर्फ जानवर ही कमाता है और यूरोपे में तो कम से कम यही हो रहा है ! उनकी घटती आबादी का कारन उनकी मरदाना ताकत का कम होना नहीं है बल्कि अपने अलावा किसी दुसरे के ऊपर खर्चा न कर पाने की आदत का आभाव है ! वहां की नयी पीढ़ी सिर्फ अपना पेट भरना जानती है और वो भी उन्हें अच्छे से नहीं आता !विदेश में जाने का कारन भले ही कोई कुछ भी कहता रहे पर असली कारन तो पैसे कमाने की भूख ही थी ! और में इस भूख को बुरा नहीं मानता क्योंकि हमने आभाव बहुत देखे हैं अपनी ज़िन्दगी में ! विवेक को यू पी में आना विदेश जैसा लगता है पर पापी पेट का सवाल है की हमें आना पड़ता है ! पैसा कमाना हमें भी अच्छा लगता है पर उसके लिए अपने देश को बुरा कहने जैसा गुनाह करते हुए मन में कुछ टूटता सा महसूस होता है !
आप पैसे कमाएं आप आगे बढ़ते जायें आपकी तर्रकी से हमें बहुत ख़ुशी है पर अपने देश को बुरा कहने का हक़ हम किसी को नहीं दे सकते भले ही वो चाहे इस देश का हो या विदेशी !आप अपने देश के लिए कुछ अच्छा करते हैं तो वो आपका किसी पर एहसान नहीं है सिवाय अपने आप के और या बात भारत में रहने वालो पर भी लागू होती है !
 
... here comes another one who is recently bitten off by a very pissed off snake, stuffed inside a beer can. now that you are narrowing your sick-ness to NRI Jat's on this forum, (refer underline) let me try to take-off that filthy dust, that has accumulated on your pea-sized brain, over the years.

I took more pain today to try and go through the posts over here. I thought i would go through all and then reply with a consolidated opinion. but I HAD to stop here.
Can you explain me what is highlighted in bold?
To be true , I did not like it at all. Very frankly you are trying to substantiate your opinion with language. When did the "opinion" became dependent on "language"?
Why so hard? Why so sure? Why so rude? Why so complex?

We are not having a complex/creative writing competition over here ,are we? We are not trying to win a battle (and using saam , daam , dand , bhed for the same!) over here.

Sorry for two things : 1) being off topic 2). being a critic

I hope this will help:
meetha sabse boliye sukh upjat chahun aur
vashikaran yehi mantra hai taji de vachan kathor! :)

Lets try be polite and respectful even when we strongly disagree on opinions with someone else. Set examples.

PS: Nothing to do with what your stand is on the topic.
PS2: Same goes for all others who have used a similar approach.
Thanks and Regards, Anil
 
Dear Mr. Upendra,
I have been reading some of the post written by you, and am amazed to see the frustration that you are having. Honestly I have not understood as to what point you want to convey?, You yourself have mentioned that your posts are not to teach or preach any thing but to take out your frustration. I totally agree with you with the intent of your post, for I neither learned any thing nor got influenced with your teachings/arguments.
Here are my views on the subject:
1. Regarding the porn stars that you have shown above. Do we have porn stars in India too?, If answer is yes, then why are you only mentioning NRI's
2. We have rampant prostitution in India and world over. That is the business which gives "Do Waqt Ki Roti" to those people who do it. Some of them do it out of necessity and some do it out of choice by being forced by more powerful spicy called "MAN".
3. We have had a long discussion on Mallika Sehrawat on this forum. To some it might look "Ashlilta", to some it might look art.
To me all this is better than murdering some one, or what many of your so called political leaders and people in power do.
Regarding child sex; well, when I was grwoing up, I had seen it being done covertly in my own village, shameful but true. In my own village I had seen married people male/female; having sex with others. And we have seen numerous movies made on stories where the rich guy went to the prostitute to get some solituted to get his frustration out or to get that extra love or I would say, romance, that his wife either could not provide or was not capable of providing as per his own perception.
I really don't know when targetting NRI's what are you trying to prove.
Look around yourself. You live in Delhi now, I have lived in this city couple of decades earlier, what happens in West was very much there even at that time.
Now if the total intent of your posts is only to take your frustration out; then a little suggestion and I assume you would take it in right perspective:
Open a new thread with the heading: "Lets Take our Frustration Out".
My post is purely to advise members, that whenever we have prejudice against any thing; our views become narrow, and one sided, and that neither makes reading them interesting nor it makes them valuable.
So, think about it. It is not how much you write, but what you write that people appreciate. 176 posts in less than three months that you have been members amounts to almost three plus posts per day. And all your posts are hard work for they all are very long, and probably well researched on internet. That can happen only for three reasons: 1. you are extremely frustrated or 2. You are currently unemployed. 3 you are retired. First two situations are not good. Looking at your picture, I don't think you are retired. While writing on this forum is a great service we all do; it might be a good idea to analyse "What we write" and "How Much We Write", for it is not a revenue generating activity. So, if it becomes our full time job, then we probably are not contributing our bit towards our own family's income.
 
Last edited:
I wonder when would be the time, when we will look at another human being as a human being and treat him/her absolutely based on his/her contribution to the society and the skills that person has.

Okie , can we copy these lines , get these framed and use them as reference? It cannot get any better! Thank you Sir for these golden words!

Though I would still ask you to review the bold words , why not be more generalists , drop even the bold words. :)

Thanks, Anil
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top