one earth one nation

parvyug

New member
kya duniya ke samajhdaar log milkar ek rashtra-(nation) nahin bana sakte jisse ki sabhi deshon ke beech main hone wale yuddh par rok lag sake. jitna dhan bam-baarud goli-misile banane main lagate hain utna dhan school banane main kyon nahin lagate.

kya kabhi haryana punjaab ke liye yuddh samagri banata hai nahin na. phir ye system international level par lagu kyon nahin ho jata.

dharti ko bachana hai to insaan banana padega.
 
Back
Top