one more andi aala TAU special

  • Thread starter Thread starter ajaynehra
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
A

ajaynehra

Guest
ek bah bus jaa vah thi rohtak tah gohana , Haryana Roadways. ek Tau bhi baithatha us mah. kalawadh gaaon dhore jaa kah , condutor bolya Tau ticket le le, tau nah ghani e der jhogh mah haath ghali rakhya ar pher ek rapayya kaadh kah bolya, bhai ek gohane ki ticket de de.
Conductor nah sochya ak bera koni aur de de ga, aur wo aagah ticket kaatan laagya. 5 minat baad Tau pher bolya rapayya kaadh kah ak u le 1 rapayaa ar manah tu gohane ki ticket de de. Conductor bolya aur lise de itne mah koni aavah ar pher oran ki ticket katan laagya.

Thodi se der mah Tau pher bolya aan bhai u le 1 rapayya ar tu manah ticket kyon nahi deta , tere ke jii mah sah.

Conductor kah uthya cho , wo bolya ak baat sah nu , u ek rapaya tu mere nansah(nose) mah de de.

Tau bolya :

Bhai nasahn mah den khatar to mere dhore doga sah , ...us nah de le .. par tu manah is ek rupayye ki tikket de de .


n'joy



Ajay Nehra

desiJAT from ROHTAK
 
bhai ajay,

bahot badhiya chutkala likha.

par bhai ek gadbad rahgi tane koshish badhiya kari par bhai gaaman ka na bera ho te naam likhna jaroori na hota.

bhai yo kalaawad gaam rohtak dehli road pe rohtak ar sample ke beech me pade se.

chutkala kati nd se bhai.
 
Bhai dalal sahab mistake ho gya .. us gaam ka naam kalahawad nahi khadwali tha ......mistake .. make it khidwali <hooda> not klalawad, Bhai dala sahab gaama ka bera to khoob sah .... par mistake ho gi ya to ...


any way enjoy


Ajay Nehra
 
Bhai tam Likadwaoge naukari te.....ise ise bhejo ho ke haansi ruke roke bhi...ar yahaan hai saare american.....we meri ud ne dekhen pher.....

any way tha bahut hi mast
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top