pada likha

Status
Not open for further replies.

harishdahiya

New member
ek beh ek bahut pada likha chora shaksharta mission ke liye gaam ki lugaiya(women) ne angrezi shikaan tai ek gaam mein chala gaya.usne gaam ki sab lugai ek school mein bola ka kahya ak mein tamne angrezi shikaunga.sab razi hogi. agle din usne padana suru karya.
A for apple,B for bat par unkah kuch pale nahi pada .usneh ek naya tarika socha padan ka. is bar usne suru karya A teh Anand ki bahu,B teh balwaan ki bahu.teh sab ki samaj mein aan laga.ib vo bolta kahli aksar "D teh" aur koe ek lugayi bolti Daynand ki bahu is teriya vo paucha M pe "M teh" ek boli Mange ki bahu. "W teh" ek boli ya he toe Mange ki bahu par iske paah(legs) uper ho reh hai.
 
Harishey....ke thok diya yo aadey....M ar W ....ibb tayi hansi na thambi sai....barry....:eek: arr bechara Chhora tai gudaliyan challan laag gya hoga.....ya sunn kai nai....GAGU.....

M pe "M teh" ek boli Mange ki bahu. "W teh" ek boli ya he toe Mange ki bahu par iske paah(legs) uper ho reh hai.[/quote]
 
yava

harishdahiya said:
ek beh ek bahut pada likha chora shaksharta mission ke liye gaam ki lugaiya(women) ne angrezi shikaan tai ek gaam mein chala gaya.usne gaam ki sab lugai ek school mein bola ka kahya ak mein tamne angrezi shikaunga.sab razi hogi. agle din usne padana suru karya.
A for apple,B for bat par unkah kuch pale nahi pada .usneh ek naya tarika socha padan ka. is bar usne suru karya A teh Anand ki bahu,B teh balwaan ki bahu.teh sab ki samaj mein aan laga.ib vo bolta kahli aksar "D teh" aur koe ek lugayi bolti Daynand ki bahu is teriya vo paucha M pe "M teh" ek boli Mange ki bahu. "W teh" ek boli ya he toe Mange ki bahu par iske paah(legs) uper ho reh hai.

Harishey,

mein te, iss chutkalle ki pehli line paddte e samajh gyi thi

ak yo "M AAr W" alla se

jinne yo chutkalla pehlya sun rakhya hoga na ve te katti "YAVA" hojyange. jukar main horri sun.

hahahahahhah@"YAVA"
 
harishdahiya said:
ek beh ek bahut pada likha chora shaksharta mission ke liye gaam ki lugaiya(women) ne angrezi shikaan tai ek gaam mein chala gaya.usne gaam ki sab lugai ek school mein bola ka kahya ak mein tamne angrezi shikaunga.sab razi hogi. agle din usne padana suru karya.
A for apple,B for bat par unkah kuch pale nahi pada .usneh ek naya tarika socha padan ka. is bar usne suru karya A teh Anand ki bahu,B teh balwaan ki bahu.teh sab ki samaj mein aan laga.ib vo bolta kahli aksar "D teh" aur koe ek lugayi bolti Daynand ki bahu is teriya vo paucha M pe "M teh" ek boli Mange ki bahu. "W teh" ek boli ya he toe Mange ki bahu par iske paah(legs) uper ho reh hai.


re harishey.......hahahahaha...... yo ke paap kar liya.
tanne to maall ke dalla maar diya....ibb tyaar ho jya ....\

rrre kiit look re so daakiyo(rupi, keshav, rathee, sunita)...hahahahaha........ fasgya shikkar..........killkiiii @ fasgya shikaar.....
 
mahra key khoot thaa rey ,, harishey

koe ek lugayi bolti Daynand ki bahu is teriya vo paucha M pe "M teh" ek boli Mange ki bahu. "W teh" ek boli ya he toe Mange ki bahu par iske paah(legs) uper ho reh hai.
rey bhai haarishey,,,,,, ya tanney kaun si khunaas kaadi sey mahrey gel,,,:D :D , hahahahahhahah,,, aur manney ,,, nu bhi bera sey,,,2`4 joke aur bhi bagawega,,,,,, tu ibbey perform ,,, , karaan key ,,, chakkeraan,,,, mein rehwega,,,,,,:D ,:p ,,,,aur na bagiyey kasia,,,,,, beshak mahrey pindiyaan pey BELT kaad key maar,,,, jhaard dey saarey pindiyaan ke baal ,,,,hahahahahahah:D :D :D
 
oooooooo bhai re harishe yu ke kar diya iiiiib mein apni nazraan mein hi giir gya sun...............hahahahhahha killlkki sharam aagi ghanni manne nyu dekh keki koi dobb bhi saakkke se........ rupi aali baat te kuch na se.......
mharri naad ka angle lele ar kuuhaaadi tha le bas maariye na .......darraatta rahiye.......ki marunga marunga ........hum saaare te uusss bheh mein mar jyange....hahahhahahahha killkki @bheh

rahi baat chutkalle ki yu ND chtkalla se lekin jo bhi aare barre se entry maartte hi baage marre se isssa issaa baaassi chutkalla janu aaarre te kham kha ke maanas beithe sein.........hahhahahahahhah

aur sun le bhai mera bhi kardda ji kar rehya se ek faddu likhan ka.....tera aur ji kar jya te iss KHATKKE NA DABBO.......ghanne faddu chutkalle pawenge......rathhee te apni khudd ki nazaran mein hi gir gya tha iise isse likh ke........harishe uude ja ke chep aa bhai re.........hahahahahhaha killkki pe killkki GAGU©
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top