padhai...kati naas

Status
Not open for further replies.

rockingguy

New member
padhai nu thi..jyoukar...urdu padhni hoo...............:D :D

ek be Master ne boojh li
Master- re dhande do u know english?
mein bolya- ji yes.
master bolya- kitni?
mein bolya - Bas.(yes te aage ki angrezi kaade aayi nahin)...

master bolya angrezi mein convert kar..
ek kuwari ladki niche khadi se.
mein bolya- MissUnderStanding
Miss-kunwari ladki
Under- niche
Standing-Khadi hai..

us din mein master ne outstanding chora bana diya..bolya u stand out side..fer mein sada hi outstanding raha...
 
wah bhai Dhande maan gaye teri khichaai nai...

Vishal jee sa de diya mere bhai tanne kati...........

er padhan mai tu kati apna bhai tha..........

ER APNA CASE TAI AUR BHI KASUTAA THA.......

bhai mai sabtai aagle bench pai baitha karta ..........
er mai er master donu dara karte ek kade U MERE PAI KUCH POOCH NAA LE.....KILKI:(
rockingguy said:
padhai nu thi..jyoukar...urdu padhni hoo...............:D :D

ek be Master ne boojh li
Master- re dhande do u know english?
mein bolya- ji yes.
master bolya- kitni?
mein bolya - Bas.(yes te aage ki angrezi kaade aayi nahin)...

master bolya angrezi mein convert kar..
ek kuwari ladki niche khadi se.
mein bolya- MissUnderStanding
Miss-kunwari ladki
Under- niche
Standing-Khadi hai..

us din mein master ne outstanding chora bana diya..bolya u stand out side..fer mein sada hi outstanding raha...
 
Jordar angrezi

ek be Master ne mari tai bhi boojh li

master bolya - re lalit angrezi bna "pani mori mai gya"?
mein bolya- Ji master Ji, Yo tai katti aasan se: "WATER WENT INTO THE PEACOCKI".

master bolya- lalit WATER bhi thik WENT bhi thik se, per yo PEACOCKI ke se ?

mein bolya - master ji , PEACOCK maane MORE
...........................err PEACOCKI maane MORI


cheers...................
 
rockingguy said:
padhai nu thi..jyoukar...urdu padhni hoo...............:D :D

ek be Master ne boojh li
Master- re dhande do u know english?
mein bolya- ji yes.
master bolya- kitni?
mein bolya - Bas.(yes te aage ki angrezi kaade aayi nahin)...

master bolya angrezi mein convert kar..
ek kuwari ladki niche khadi se.
mein bolya- MissUnderStanding
Miss-kunwari ladki
Under- niche
Standing-Khadi hai..

us din mein master ne outstanding chora bana diya..bolya u stand out side..fer mein sada hi outstanding raha...


na bissaaal, kattti khamm-kha ki nakkli baat cheep gya tu tee,

arr gelyaa iss lalitee ne bhi vaaee karrddi
 
bhai re Dhaande..........

bhai re Dhaane ANDY baat kah di.............. arr nue kheench ke le .. arr nue laagya rahiye............ swadd saa de daa sai tu............
 
arre kissi baat keh ti tai HANDSOME bhai....... ROOKKA @ HANDSOME................. arrree AHMAK RIZALLE ...... tu nuoey kar ek suthra sa fotu chep aapna..........issme teri shikal pai jaale se laag reh, mukhda kona dikhta tera...... ROOKKA @ MUKHDA @ AHMAK RIZALLA
handsome_nashier said:
YOU DIDNT LIKE IT????????????????????????????????:confused: :confused: :rolleyes:
 
re nakali na se...ya apne gel ban ri se......
padhai aur apna sada 36 ka aankada raha hai..

rekharathee said:
na bissaaal, kattti khamm-kha ki nakkli baat cheep gya tu tee,

arr gelyaa iss lalitee ne bhi vaaee karrddi
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top