Pahunch Gai

Status
Not open for further replies.

akdalal

New member
Koi apne biwi ka antim sanskar karke vapis ghar aa raha tha.

Itne me achanak bijali chamki, badal garje aur jor se barish suru ho gaye.

Dukhi aadmi bolya: "Lagta hai bhagwan ke paas pahunch gai".
 
Hahahaaaaaaaa Dalal Bhai Saab Joke ta badhia tha par nu bataao in biwi ya ka paach kyon haath dho ka pad re so pehlan bhey kai joke una pa likhey they aapne.
 
very nice.

agar baaris ke saath ooley bhi hote to vo aadmi use dusere lok me pahuncha deta
 
Shyam Singh Phougat (Apr 03, 2003 08:39 a.m.):
very nice.

agar baaris ke saath ooley bhi hote to vo aadmi use dusere lok me pahuncha deta


Phougat sahab,

You are right, jib jinda thi te belen pada kartey. maran pacheh ooley padan laag ge.

Ya te vahai baat hui ki sar moondathe hi ooley pade.

Phought ji,
Ek baat poochne hai. Aapne yeh photo kon se sun (Year) me kichwaya tha?

According to me this hair style was into existence in 70's.

Cheers!!!
 
Anand Dalal (Mar 29, 2003 03:50 a.m.):
Koi apne biwi ka antim sanskar karke vapis ghar aa raha tha.

Itne me achanak bijali chamki, badal garje aur jor se barish suru ho gaye.

Dukhi aadmi bolya: "Lagta hai bhagwan ke paas pahunch gai".


Ha ha ha ha!!! good joke
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top