J
jagatpalsingh
Guest
usne kaha mujhe kitna pyar hai?


usne kaha mujhe kitna pyar hai?
maine kaha sitaron ka koi shumaar hai.
usne kaha kon tumhe hai bahut aziz?
maine kaha dil pe jise ikhtyar hai.
usne kaha konsa tohfa hai tumhe pasand?
maine kaha wo shaam jo ab tak udhaar hai.
usne kaha saath kab tak nibhaoge?
maine kaha jitni ye sanso ki taar hai.
usne kaha mujhe yakeen aaye kis tarah?
maine kaha mera naam hi aitbaar hai.
___________________
JAGATPAL SINGH
+919414582703
_________________
JAI HIND JAI JAAT
maine kaha sitaron ka koi shumaar hai.
usne kaha kon tumhe hai bahut aziz?
maine kaha dil pe jise ikhtyar hai.
usne kaha konsa tohfa hai tumhe pasand?
maine kaha wo shaam jo ab tak udhaar hai.
usne kaha saath kab tak nibhaoge?
maine kaha jitni ye sanso ki taar hai.
usne kaha mujhe yakeen aaye kis tarah?
maine kaha mera naam hi aitbaar hai.
___________________
+919414582703
_________________
JAI HIND JAI JAAT
Last edited by a moderator: