Bhai, Hamaarey Vichaar to is gaaney ke panktion (lines) jaisey hain, Kripya gaur farmaye.
Char Paisey Kaya Miley Kaya Miley Bhai Kaya Miley!
Khud ko Samaj Baithy khuda!
Wo Khuda he Jaaney Ab Hoga tera Anjaam Kaya.
Kaahey Paisey pe itna gugoor karey hai
Yahi Paisaa to apno se door karey hai.
Paisey ke Ehmiyat se to inkaar nahi hai
Paisaa he magar sab kuch sarkaar nahi hai
Hai Bhala paisa, to bura bhey hai!
Ye Jehar bhey Hai, Ye Nasha bhey Hai!
Ye Nasha Koi Dhoka Jaroor Karey Hai!
Yahi Paisa to apno se door karey Hai!
Kaahey Paisey Pe..........
Paisey se kaya kaya tum yahaan Kharedo ge,
Dil Kharedo ge ke Jaan kharedo ge!
Baazaaro me payaar kaha bikta Hai!
Dukaano pe Yaar Kaha Milta Hai!
Phool Bik Jaatey Hain, Khushboo Bikti Nahi!
Jism Bik Jaatey Hain Rooh Bikti Nahi!
Chain Bikta Nahi, Khawab Biktey Nahi!
Dil Ke Armaan Betaab Biktey Nahi!
Are Paisey se Kaya Kaya tum Yahaa Kareedoge.....
In Hawao ka mol kaya do ge in ghatao ka mol kaya dogey
In Zameeno ka mol ho shayad, Aasmaano ka mol kaya dogey.
Paas Paisa hai to hai ye dunia hasin-dunia hain
Hai Jaroorat se Jayada to maano Yakin- Maano Yakin
Ye dimaago me Paisa Fatoor Kare Hai, Fatoor Kare Hai
Yahi Paisa to Apno se door kare Hai
to Kaahey Paisey pe itna gugoor kare hai!
KyonTheek kaha na????????