Parivar niyojan wale ni aaye ????????????

vikasjat

Active member
Ek Aadmi k 35 balak the.
Ek din ek Tau ne uske chore te puchi "beta tham kitne behan-bhai ho?"
Chora bola "Tau 35 behan-bhai han"
Tau bola "k baat thare ghar me PARIVAR NIYOJAN k karyekarta ni aaye?"
Chora bola "Tau PARIVAR NIYOJAN k karyekarta bhi aaye the per us time hum sare sath baith kar padhai kara the, ve soche school hai, isliye bina kuch bole vapas chale gaye"
 
Ye balak ek hi lugai ke jaame hue the ke bhai.Ja ek ke the to bhai 4-4,5-5 ke buster mare se oor vo pakka manyeta prapt pavegi.
hahahahah.............
badiya chutkala he bhai.
 
Bhot badiya chutkala....haaaaa....haaaa..........par iske to kai punjhad lagenge

Tasvir bhai agar yo chutkala JL per pehle likha ho to bhai punjhad laga diyo........aur na likha ho kise ne to punjhad fir har cheez ki mil jagi.......kyuki aajkal computer ka zamana hai aur search engines bahut sari punjhad provide kare hain......

bhai main punjhad te na dara karta bus 2 bhai pad kar thodi der k liye apni tension bhul kar has de to mere chutkale likhan ka maksad bhi pura hoja...........
 
Ek Aadmi k 35 balak the.
Ek din ek Tau ne uske chore te puchi "beta tham kitne behan-bhai ho?"
Chora bola "Tau 35 behan-bhai han"
Tau bola "k baat thare ghar me PARIVAR NIYOJAN k karyekarta ni aaye?"
Chora bola "Tau PARIVAR NIYOJAN k karyekarta bhi aaye the per us time hum sare sath baith kar padhai kara the, ve soche school hai, isliye bina kuch bole vapas chale gaye"


हा...हा...हा...बढ़िया...
तम सबनै राक्के की पुंझड़ लाण की दुकानदारी ठप करण का प्लान बना लिया लागै...इब तो लगभग सारे ही जोक इसे आवे हैं अक राक्के पुंझड़ ढूंढ़ता ही रह जा है, पर कोन्या लगा पाता...
 
Bahut badhiya ........... school..... ha ha ha ha h ha ha!

Ek Aadmi k 35 balak the.
Ek din ek Tau ne uske chore te puchi "beta tham kitne behan-bhai ho?"
Chora bola "Tau 35 behan-bhai han"
Tau bola "k baat thare ghar me PARIVAR NIYOJAN k karyekarta ni aaye?"
Chora bola "Tau PARIVAR NIYOJAN k karyekarta bhi aaye the per us time hum sare sath baith kar padhai kara the, ve soche school hai, isliye bina kuch bole vapas chale gaye"
 
nice joke



bhai ji ek hi lugai ke 35 to suna koni lekin maine ek lugai ke 17 bachchhe to dekhe hain
hal hi me usko double hua tha jisse usne 17 tak ki sankhya pahooncha di.
10 ladke
7 ladki
 
nice joke



bhai ji ek hi lugai ke 35 to suna koni lekin maine ek lugai ke 17 bachchhe to dekhe hain
hal hi me usko double hua tha jisse usne 17 tak ki sankhya pahooncha di.
10 ladke
7 ladki

hahahahahahahahahaahahaha SALURAM bhai mare gaam me bhi ek lugai k 50 saal ki umar me chora hoya tha........

SALURAM bhai dur kyu ja hai BIHAR me RAABADI DEVI k e dekh le kitne balak hain..........
 
Bhai...

Adey chhod...
padosi desh main dekh lyo...
asal main uddey bera laggey se ke balaka ki ginti ke cheese hoya karey...
hum do, humare do
baki sab ko atankwaadi bana do...
 
Chora bola "Tau PARIVAR NIYOJAN k karyekarta bhi aaye the per us time hum sare sath baith kar padhai kara the, ve soche school hai, isliye bina kuch bole vapas chale gaye"

hahahahhaahhaah
re ND Joke hai re yo to
kade su lyayo r beri kaaadh ke ................................
 
Back
Top