pher tau

  • Thread starter Thread starter royalboy
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
R

royalboy

Guest
ek ba ek tau ki mains laya ,par bimari thi ke wa dhar kadti aana bjdak jaya karti . ta tau ne ek plan banaya, roj mains ne chenniya(samsan ghat) main le jata, ar oode dhar kad ke , usne ghra le aata. kaam sahi fit chal raha the.par ek din tau dhar kadan lag ra tha, itane main kuch aadmi ek arthi le ke samsan main aa ge , aadmiya ne dek te ye mains fadak gi, mari lat balti ke, sara dudh khinda diya.tau ke cho ta utha par bechara kuch nahin bolya, chup chap mains leke ghra aagaya.
aagle din nuye tau dhar kadan lag ra, kuch aadmi arthee le ke aa gayee.mains pher fadak gee aur dudh khinda diya.tau pher khoon ka ghoont pe ke rah gaya.tisra din, balti full hon ne ho ri thi, pher ek arthee aa gi, mains ne pher uudda di balti.
bas ya to had hogi thi , tau ne thaya lath, do to padde mains ke , ar pher do do padd diye arthi aala ke.wo bechare arthee cchod cchad ke bhaj gayee.
pher tau kah se
tere susre tere, yo khasam phukya nahin zata, parsoon ka iska jhaloos kadh rakhya se

hahahahahahahah
bolo bhai ke karle is tau ka
 
sahi katya rog tau ne sasure aap teh duki the aer tau ki bi ghigee bandh rakhi thi, le aer roj aaja they aeb tau ne rah band diya, sasure samsan kede lakha teh padiyou !!!!!!!!!!!!!!!1 :D :D :D
 
Tau ne do lath mains ke dhare aur do-do arthee laan aalon ke.itne me arthi aala murda bolya ke tau main kucch nahi karya main to pahlyan se marya sun maine lath mat mariye.
tau ke lath kar darrr.................

Hahahhahahahahahahaha........

Bahut badhia bhai.Maja aa gya.
 
Last edited:
Ha ha Katya rog tau ne ... logan ne nu jani hogi ek yo te YAMRAJ AAGYA AAJ JHOTE KE BAJAE MAINS KI SAWARI .... bahut aache dahiya bhai aaur aan de isse isse nikhadu ...
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top