shailendra
New member
Ek baar ek phauncha hua Gyaani vidvaan ek gaaon mein hur baar ki taraha parvachan dene ke liye gaya. Aur hur baar ki taraha shyaam ko chaupaal mein pipal ke paidh ke neeche, sub gaaon waale uske chaaron aur jum kar baaith gaye.
Us ki khatirdaari ke liye hur baar ki taraha kuch goond ke laado ek paraat mein parose gaye.
Kuch ghaane hi uudh balkaan ne us mein ek 'cement' ka bana ladoo bhi raat ke andhere mein rakh diya. Eb waa Gyaani parvachan bole jaye aur ek haath se ladoo ne tod-tod kar khaee bhi jaye. Jab us ke haath mein wa 'cement' ka ladoo ayaa, to wa usse konya tootiya!...us ne soochi," Bhai, agar ek bhi ladoo paraat mein chod diya to gaaon waale bahaut bura manenge!"...to usne andhere ka faiyda uthate huae, (aur parvachan bolte huae) wa ladoo aapne peeche faiynk diya!!!
Ek tau, jo uske theek peeche baitha tha, wa jor se cheenkha aur bola," Re phooth gayaa!!!"...
wa Gyaani jhat se bola," Phoot gaya?.. to laa manne wapas de dee"...