ndahiya said:done, finally.
Thank you very much Nitin Bhai. Jatland paie kai dino baad apne apne thobrho ke darshan ho gaye..ndahiya said:done, finally.
hamendra said:Bahut Bahut Dhanyabad Sir Jee.
sejwaldeepak said:pata na chalta ki kon bada budha hai aur kon balak hai...kisse te ulta sidha majak kar dein arr bad mein pata chalya ki wo bada budha hai to guilty feel hota hai..
ek bar meine Dev KAKA JI ke sath majak kiya tha pata nahi tha ki umar kya hai..
bad mein bahut feel hua ..![]()
mukeshkumar007 said:point.. point to be noted....
bhiyo baat to kati sahi kehi hai deepak ne.. to phir sab photu laga dyo.. jiski bi phutu nahi mili usko............. usko........... usko Bihar ka governor bana ke bihar bez diya jayega..![]()
![]()
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.