Please help me about ragnies....

ravidhull

New member
Please meri madad karo. Mujhe kuch achi deshbhagti ya rilegious type ki ragniyo ke naam bata do. jaise ki

Mai margya tai mahare hind ke Sardar Bhagat Singh Haryanavi Ragni

Katan maran te dare siyar

Kutta mar banjara roya

Vo raja ki rajdulari Shiv Parwati Rajkishan

Please jaldi reply do aur agar ho sake to bata ena ki me ye kaha se download kar sakta hu...
 
ek ragni ke bol yaad nahi hain muje per uski story ne dil ko touch kiya tha ,
ek balad jo bhudda ho jaata hai uska malik usse katvane ke liye kasayi ke pass le jata hai or uski khal bechne ki kehta hai tab wo balad apne malik ko keh raha hotta hai ki sarri umar manne tere tai kamaya ibb budape pe kyu maare hai bina mout ke ........... something like that. kissi bhai ko pehchan me aa jayye ye ragni or mil jayye kahi to jarror batana.
 
Vivek bhai ya ragni mane bhi suni thi per dhyan ni ki kaha suni thi........
per ragni itni kasuti hai ki insaan sun le to rone lage............
 
Back
Top