Problems due to the 'Kawar' in UP and some other areas

Status
Not open for further replies.
Are Bhai nishant tu pher ram khani tha ke bhat gya.....ek bas tu hi hai kya jise problem hai...:D

tuze ofice jane mein problem hai ghaziabad se noida tak to bike pe chala ja kar....bas mein naa jave 4 din..:)... Par maane tu bhi naaa.....

:D:D:D
 
Hahahaha Vivek bhai maai heee miila kya maarvaan ko kisse ke galti se laag gee maane shaaheed kaar denge chalo koi na jaisa apne kaaha isska koi ilaaj na hai likin bhai g kuch aisa kaar do k 1 week ke sab office ka off ho ja hum kush aap bhi kush feer khoob pani dho dho theekane lagao:D
 
Bhai aapko thodi dikkat jarur ho rahi hogi per koi or rasta dhond leu.

Bhai aapko to dikkat hai or aapka pareshan hona jayaj hai per jin logo ko koi dikkat nahi hai wo bhee pareshan hai aapke hamdardi mein. Kukee hamey to aapney dharm kee burai mein hee maja aata hai. is-say hum yea dikhaney kee koshish kertay hai kee hum kitney forward. Or yea kitney baavlay hai jo 800km tak paidal jal lekar apnee bhavnao ko tript ker rahey hai.

Hahahaha Vivek bhai maai heee miila kya maarvaan ko kisse ke galti se laag gee maane shaaheed kaar denge chalo koi na jaisa apne kaaha isska koi ilaaj na hai likin bhai g kuch aisa kaar do k 1 week ke sab office ka off ho ja hum kush aap bhi kush feer khoob pani dho dho theekane lagao:D
 
Bhai aapko to dikkat hai or aapka pareshan hona jayaj hai per jin logo ko koi dikkat nahi hai wo bhee pareshan hai aapke hamdardi mein. Kukee hamey to aapney dharm kee burai mein hee maja aata hai. is-say hum yea dikhaney kee koshish kertay hai kee hum kitney forward. Or yea kitney baavlay hai jo 800km tak paidal jal lekar apnee bhavnao ko tript ker rahey hai.

Dhanyawad Kramveer g samjhne k liye haan maine rasta dhund liya hai thooda time jayda lagta hai but koi naahe :)
 
Bhai Nishant aapnee chhoti see pareshanee key liyea hee agar hum kesee dharmik kam kee burai karengey to log usey kya kahengey.

Main kam say kam 100 easay logo ko janta hun jo is kanwar seva main lagey hotey hai unmey say koi bhee unemployed nahi hai wo sabhee welsettled hai sarey hee padheylikhey hai or fir bhee 15-20din aapney kam say chhotti leker is kam mein lag jatey hai.

Tumhey jan ker achambha hoga ke eak kanwar Shivir bheroghati(From Delhi 9 km before Gangotri) main lagta hai or usakey organiser 4 Jat hai jo
is shivir per lagbhag 25lakh kharch ker rahey hai. Inkey sath 20 or log hote hai jo wanhan seva karetey hai or 20 halwai, 20 tent etc ka kam karney waley labour hotey hai, 10 Vehicle with driver and cleaner. In sabhee ko lagbhag eak mahina lagta hai. Main bhee ismey kuchh share dalta hun or is baar wahan gaya bhee tha.

Is eak shivir main 60 logo ko kam mila sochoo kitney shivir lagtey hai or kitney logo ka bhala hota hoga. or agar tumhari yea baat maan lee jay key sarey berojgaar jatey hai kanwar leney keukee wanhan free khana or sona milta hai to bhee yea to dharm ka hee kam hai jismay lakho logo ko kuchh din key liyea free khana or sona milta hai.

Very well said sir....
 
bhaiyo
There is a suggestion for those who are having problem with this Kawar Yatra. Kise aur jagah pe Shiv ji ka thikana banwa do. ye sare us direction me chal padenge.
ek bar ek lugai byah me tah aave thi. pesaab karn ek jagah baithi to do laadu jholi ma te pad ge. pachhe ek aur aave thi. usne dekhi ke aade to jal aur laadu chadha rakhe sain. usne bi do laadu chadha diye. karte karte ghaney logaan ne ladu chadha diye . ar ude to logaan ne mandir e banwa diya.
This is how religious sentiments take birth in Hindus.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top