punjab ke jaat

jessbasra

New member
ek baar punjab ke jatton ne meeting kar ke feisla kiya ki , india mein hamari
kheti ki sahi kimat nahi milti , ham India se alag naya mulak banayenge
to ek samjhdar sa jaat bola - par ham apne desh ka wikas kaise karenge?
Bant asingh ekdam uth ke bolya - mere kol jabardast scheme hey. Ham
free me vikas kar lenge , aisa karte hain ke ham USA par hamla kar denge
wo hamare pe kaja kar lega aur ham 1 viksit desh ka hissa ban jayenge.
Sab bade khush huwe , par Khushwant singh ji soch me pad gaye
Poochne pe bole - bat to thik hey par ye socho agar USA har gaya
to fir kya hoga?
 
हा हा हा हा घणा बढ़िया स | वेसे अमरीका , पंजाब के जट्टां गेल्याँ पंगा ना ले | उन् ने बेरा स किसे सें | सारे जा कें अमरीका में खेती करण लाग्ज्याँ गे | एर आड़े पंजाब में गोरे खंदाने पड़ेंगे काम चलान खातर |
 
badhiya bat kar dali dhanyavad
no iff no butt only jatt
 
ek baar punjab ke jatton ne meeting kar ke feisla kiya ki , india mein hamari
kheti ki sahi kimat nahi milti , ham India se alag naya mulak banayenge
to ek samjhdar sa jaat bola - par ham apne desh ka wikas kaise karenge?
Bant asingh ekdam uth ke bolya - mere kol jabardast scheme hey. Ham
free me vikas kar lenge , aisa karte hain ke ham USA par hamla kar denge
wo hamare pe kaja kar lega aur ham 1 viksit desh ka hissa ban jayenge.
Sab bade khush huwe , par Khushwant singh ji soch me pad gaye
Poochne pe bole - bat to thik hey par ye socho agar USA har gaya
to fir kya hoga?
_____________________________

ha ha ha ha!!! Excellent :))
 
Back
Top