rakeshsehrawat
New member
Mujhe to ye najar ka pharak laga sir ji
Mujhe bhi yehi lagta hai log 6/6 ki eyesight ke bavjood sachai ko nahi dekh paate ya dekhna nahi chahte.
Aapne jo udharan diya wo to totally biased tha pata nahi aapki nazrein use kyon nahi pakad payee? Pannu mera college mate tha aur Sangwan mera aacha dost hai . Lekin iska ye matlab nahi ho jata ki mein unki galat baat ko sahi keh doon.