santoshbenaam
New member
Pyaar kyu tumse hame ho gaya
Socho maine kya paya kya kho gaya
Gujar rahi thi zindagi pahle bhi magar
Ab dil me khwahiso ka ambaar ho gaya
Aankho me har pal tumhare khawaab hai
Teri julfe sham hai tera chehara savera ho gaya
Log mujhko dety hai tane tumhare naam se
Kyu tera mera naam ab ek ho gaya
Ab is dil ki majburi kon samjhega benaam
Najro ki khata ka ye kya anjaam ho gaya.
santosh benaam.