rail ke dibbe mein...

Status
Not open for further replies.

arjun

New member
rail ke Dibbe me.n ye qissaa huaa
ek bachchaa zor se rone lagaa
maa.N ne samajhaane kii koshish kii bahot
us ko bahalaane kii koshish kii bahot
thak ke aaKhir loriiyaa.N gaane lagii
bijaliyaa.N kaano par barasaane lagii
das minute tak loriiyaa.N jab vo gaa chukii
til-milaa kar bol uThaa ek aadamii
"Behanjii, itanaa karam ab kiijiiye
aap is bachche ko rone diijiiye!"
 
Ha-Haaaaaaaaaaaaaaa, Nuka Tai tere gaan ta, ta bachey ka rudaan a Aacha tha.
Kasuta lath gaad deya bhai, or aan do..........
 
Arjun bhai ... that was blowing one ...

Ghana hi sutra tha ....
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top