Raldu ki mithaai

ravinderjeet

New member
ek be raldu sahar chaalyaa gayaa er ek mithaai ki dukaan mey badgayaa.
raldu-re seth yaa mithaai ke bhaa dee?
seth-150/kilo
raldu-er yaa.
seth-200/-kilo.
raldu ne chaar -paanch dhaal ki mithaai ke bhaa aur bujhey er nu bolyaa ye saari kadhaai mey ger dyo er kardi dhaal milaa do.seth ne sochi tadekein-tadak badhiaa graahek mil gayaa.
seth- lo ji aapkaa maal tayyaar ho gayaa.
raldi--eeb paaiyaa mithaai tol de eeh maa tein.
 
Ha ha ha hahaha.....
Ha ha ha hahaha.....
Pheli baar sun se yo chutkala to:rock:rock:rock
 
r manas kati lath gaadddd diya tan to

keep posting
ek be raldu sahar chaalyaa gayaa er ek mithaai ki dukaan mey badgayaa.
raldu-re seth yaa mithaai ke bhaa dee?
seth-150/kilo
raldu-er yaa.
seth-200/-kilo.
raldu ne chaar -paanch dhaal ki mithaai ke bhaa aur bujhey er nu bolyaa ye saari kadhaai mey ger dyo er kardi dhaal milaa do.seth ne sochi tadekein-tadak badhiaa graahek mil gayaa.
seth- lo ji aapkaa maal tayyaar ho gayaa.
raldi--eeb paaiyaa mithaai tol de eeh maa tein.
 
Job lagne ke baad ke gane(one of my favourate)

Yeh Degree bhi lelo, Yeh Naukri bhi lelo,
Bhale chheen lo mujhse US ka Visa,
Magar mujhko lauta do college ka canteen,
Who thanda saaa paani ,Who TeeKha Samosaa,
Who College ki sabse - purani nishaanee,
Who chai vaalaa jisko - sab kehte the... Jaani,
Who jaani ke hathon - ki 'cutting' chai meethi,
Who chupke-se journal - mein Jo bheji thi chitthi,
Who padhte hi chitthi - tha uska bhadakna,

Who chehre ki laali, who hothon ki gaali ...
Kadi dhoop mein - apney room se nikalnaa,
Who project ki Khatir - tha Dar Dar bhataknaa ,
Who lecture mein doston - ki proxy lagaanaa,
Who ma'm ko chidana, aeroplane udaanaa,
Who submission ki raton - ko jagna jagaanaa,
Who viva ! Ke kisse, who pracs ki kahani....
Who dena Bimaari - ka har time bahana,
Who doosron ke assignment - ko apnaa banana,
Who seminar ke din - pairon ka cchat-patanaa,
Who workshop mein din bhar - pasiinaa bahanaa,
Who slogans banana - who poster chipkana,
Phir Exam ke dinon - yaad aati thi naani,
....
College ki thi - who lambi is raatein,
Who doston ke tapre mein - fokat ki Baatein;
Who gathering ke din - pyari mulakatein;
Who kudiyon ka yuhin - hamesha akadnaa;
Who ladkon ke aagey Jo unka matakna;
Bhulaaye nahin bhool sakta hai koi -------
Who college, ki yaadein Jo AB hai kahani...
 
kyo bhai bilkul hi jaan nikalne ka irada hai kya purani bate yaad dila kar.
college ke din bhai wah ........................................... kya din the
 
Job lagne ke baad ke gane(one of my favourate)

Yeh Degree bhi lelo, Yeh Naukri bhi lelo,
Bhale chheen lo mujhse US ka Visa,
Magar mujhko lauta do college ka canteen,
Who thanda saaa paani ,Who TeeKha Samosaa,
Who College ki sabse - purani nishaanee,
Who chai vaalaa jisko - sab kehte the... Jaani,
Who jaani ke hathon - ki 'cutting' chai meethi,
Who chupke-se journal - mein Jo bheji thi chitthi,
Who padhte hi chitthi - tha uska bhadakna,

Who chehre ki laali, who hothon ki gaali ...
Kadi dhoop mein - apney room se nikalnaa,
Who project ki Khatir - tha Dar Dar bhataknaa ,
Who lecture mein doston - ki proxy lagaanaa,
Who ma'm ko chidana, aeroplane udaanaa,
Who submission ki raton - ko jagna jagaanaa,
Who viva ! Ke kisse, who pracs ki kahani....
Who dena Bimaari - ka har time bahana,
Who doosron ke assignment - ko apnaa banana,
Who seminar ke din - pairon ka cchat-patanaa,
Who workshop mein din bhar - pasiinaa bahanaa,
Who slogans banana - who poster chipkana,
Phir Exam ke dinon - yaad aati thi naani,
....
College ki thi - who lambi is raatein,
Who doston ke tapre mein - fokat ki Baatein;
Who gathering ke din - pyari mulakatein;
Who kudiyon ka yuhin - hamesha akadnaa;
Who ladkon ke aagey Jo unka matakna;
Bhulaaye nahin bhool sakta hai koi -------
Who college, ki yaadein Jo AB hai kahani...

bhai teri kasam yaar katai lath hi gadh diya tane to. maine to itne dhyan se padhi teri ya ragni ak ek-ek din ar ghatna taja ho gayee..................
 
Back
Top