ravinderjeet
New member
raldu singh fouj mein tain retired ho ke gaam mein aan bassa.gaam aalaan ne pahelee baar 15 Aug.manaan kee sochee er gaam aalaan ne raldu function kaa incharge banna diyaa.raldu sahar mein jhandaa laven chalaa gayaa.
raldu-bhai dukaandaar ek bhadhiaa saa tirangaa jhandhaa dhikhaa de.
dukaandaar-ye lo ji.
raldu-ye to sutti sain manney tericot mein dikhaa.
duk.-ye lo ji.
raldu-ye to saarey ek se rang mein sain.manney nayaarey- nayaarey rangaa mein dikhaa.