Ramfal ka Auto

krishanbaloda

New member
Ramfal auto chalya karda t ek b 3 sharabi aage ar auto m bathe pache bole , "Chalo".

Ramfal n auto start kara ar fer band kar diya.

ek uttar gaya ar bola,"Thank you"

Dusra uttara ar Ramfal ti pise de diye.

Tisre n ek maara thapad Ramfal k. Ramfal n socha yo samj gaya bhai. mare gaye aaj t ye teen ar tu ekla. galat ye panga le liya.

to fir wo(tisra sharabi) bola,"aaram t chlaya kar. aaj t marwa ye deta tu".
 
Last edited:
hahhahahaha badiya joke bhai.......
bhai ek b haryana me sarab band hoyi thi....us time sarabiya pe nare joke paida hue the........us time ki kise k yaad ho to chapiyo aade........
aasli maze to usme e......
 
hahhahahaha badiya joke bhai.......
bhai ek b haryana me sarab band hoyi thi....us time sarabiya pe nare joke paida hue the........us time ki kise k yaad ho to chapiyo aade........
aasli maze to usme e......
isme maza kam aaya ke vikas bhai. bahoot ghano sokho chutkalo hain.
 
Back
Top