Rasoi keese reh-gee

Status
Not open for further replies.

skarmveer

New member
Yea mujhey SMS per mila tha yahan likh raha hun or pahley agar yahan likha gaya ho to maaf kerna.

Eak sudha saa pati aapne high profile patnee say :-

Pati ;- Eas baar saadi kee sallgirah per app kit jana pasand karogi.

Patnee :- Mein kesse easee jagah jana chahti hun janhan aaj tak nahi gai hun.

Pati : Rasooi keese rehgee.........
 
chahal sahab bhabhi ji nai bhi rasoi dekhi sai kai na dekhi .
kahi aap khud hi lage rahte ho .
 
Good one...:D:D!!

Waise "saadi" ki saalgirah pe to "Patnee" ko Patna hi bhej dena chhaiye Pati ke sath... :):)!!

Yea mujhey SMS per mila tha yahan likh raha hun or pahley agar yahan likha gaya ho to maaf kerna.

Eak sudha saa pati aapne high profile patnee say :-

Pati ;- Eas baar saadi kee sallgirah per app kit jana pasand karogi.

Patnee :- Mein kesse easee jagah jana chahti hun janhan aaj tak nahi gai hun.

Pati : Rasooi keese rehgee.........
 
Bhai Rajesh eas baat pay to ghana rolla hoya tha eak thread mein.

Bhai wa tey say gharaali, wa na dekheygee tey or kaun dekheyga or yeo chutkla bhee usney hee bheja tha.

chahal sahab bhabhi ji nai bhi rasoi dekhi sai kai na dekhi .
kahi aap khud hi lage rahte ho .
 
Aap chinta mat karo koi na koi tey dekh hee lega.

Hum parivaarik mahol mey reh hai padosee bhee bana dengey to keya galat hai per banaigee koi aurat hee. Or eak baat or wa Jatnee say her halat mein apnee puri koshish karegee. Hamari joint family hai or bhee kai ladies hayn ghar mei rasoi kee koi chinta hamey nahi hai.

wa na dekheygee to padosi ko dekhi padegi par aap na dekhiyo koi marte mar ja chahe .... :rolleyes:
 
Last edited:
Aap ko to Rasoi say hee nafart hai or yea chutkla bhee shayad kesee ney aap jesee ko he dhayn mein rekh ker banaya hoga.
aapko kaun sajjan aake bata ke gaya ki mujhe rasoyi se nafrat hai? :rolleyes: mujhe kis cheez se nafrat hai kisse nahi ispe research karne ke alawaa bhi koi kaam ho to please wo kijiye aap ....... isse acha to aap itni der me do chaar tikkad hi po lete :D ... par wo kehte hain na ki kayi logo ko apne naak pe baithi makkhi ko hataane me bhi dusre ki baat johne ki aadat hove hai .... :thappad
 
Aapney hee likha hai kee Rasoi key karn agar aapke puchha jai to .....

Mein to bahut koshish kerta hun kee aapke perchhai say bhee bach ker niklun per kya karun hai ree kismat aap kanhee na kahee pakad hee latee hai. Jis thread mein aap likh rahi hoti hai mein to us-say bhee bachney kee koshish karta hun. Merey jesa tuchchh pranee aapsay kanhan mukbala ker sakta hai or reserch jesee badee cheej ka to mujehy matlab bhee nahi pata theek say.

aapko kaun sajjan aake bata ke gaya ki mujhe rasoyi se nafrat hai? :rolleyes: mujhe kis cheez se nafrat hai kisse nahi ispe research karne ke alawaa bhi koi kaam ho to please wo kijiye aap ....... isse acha to aap itni der me do chaar tikkad hi po lete :D ... par wo kehte hain na ki kayi logo ko apne naak pe baithi makkhi ko hataane me bhi dusre ki baat johne ki aadat hove hai .... :thappad
 
Bahut sarey kam ham nahi ker patey hai or uskey liyea hum aap (naari Jati) key hariday say aabhari hai.
Thats better !

yaha is duniya me koi apne maathe pe likhwa kar nahi paida hota hai ki iska wo kaam hai wo nahi ...... siwaay kuch kaam ke (for example .....kitna bhi balishth, vidhvaan, falaana dhimkaana purush ho wo chah kar bhi apne garbh ke dwaara ek naye jeevan ko sansaar me nahi la sakta .... ) ....

Ye mai maan sakti hu ki dainik jeevan me anyaa kaamo ke saath ek mahila khana banaane ke kaam ko adhik nipunata se kar sakti hai purusho ke mukaable me aur shayad ye hi kaaran raha hoga ki aksar stri hi ye kaarya karti hai, par ye kehna ki ye unka kaam hi hai galat hai ......

kisi ved ya puraan me nahi likha ye bas ek reet ban gayi hai aur aap jaante hi honge ki bharat me anek reet hain jo reet kam kureeti jyada hain ... par chalti aa rahi hain .... isliye hamaara ye daayitva banta hai ki hum apni suvidhaanusaar mil baant ke sabhi kaarya kar le.... mai bahut acha khana banaati hu par aaj tak mujhe kisi ne nahi kaha ki ye tumhaara kaam hai .... mera mun na ho kabhi ya tabiyat na saath de to mere patidev bolte hain ki lao mai bannata hu aaj khaana isii bahaane patni ki sewa karne ka punya kama lu .... ye ek bahut bada punya hota hai jo shayad kam hi logo ko naseeb hota hai ... aur unka ye vyavahaar mujhe taakat deta hai aur mun na hone pe bhi mun ho aata hai khana banaane ka par wo apni taraf se poori sahaayata karte hain .........

Mera maanana to ye hai ki daampatya jeevan me ye tera kaam ye mera kaam jaisa kuch hona hi nahi chahiye .... jo jis kaam ko jyada ache se kar paaye wo kar le .... khana banaana to ek bahut bada kaam hai ... par isko poorntayah kisi ek ki zimmedaari batana koi samajhdaari nahi hai ....
 
Mujhey punaya kamaney key or bahut rastey pata hai khana bananey ke alava.

Mein apnee soch key anusaar kam karney mein viswaas rekhta hun or aapnee aardhangini kee suvidha ka pura dhayan bhee rekhta hun per iska yea matalb nahi hai ko beemar ho or mein punya kamaon. Yea punya mein or jo log ghar mein hain unhey kamaney ka mouka deta hun or naraaj ho jayngey agar mein rasoi mein khana leney bhee jaunga to.

Aapko mein aapnee priytma key vichaar batata hun mein Mehndipur Balajee gaya tha 12th night ko or 13 th eve. ko jab vapas ghar aaya to thaka hua tha merey muh say nikal gaya kee merey pairo mein tail(Mustered Oil) laga dey usney kaha pairo mey metti lagee hai aap pair dho ker aao mein tail laga deti hun meiney kaha reh dey need aa rahee hai fir lagva lunga or so gaya aapko padhker ajeev lagega usney merey pairon ko geley kapdey say saaf kiya to mere aankh khuli meney kaha kya hua usney kaha aap so jao mein tail laga detei hun or usney lagbhag aadha ghanta merey talvo mee malish kee.

Yea Pati-Patnee key restey kee ahmiyat hoti hai nahi to meney to usey mana ker hee diya tha.

Yea baatey sabhee ko samjh nahi aati hain.

Thats better !

yaha is duniya me koi apne maathe pe likhwa kar nahi paida hota hai ki iska wo kaam hai wo nahi ...... siwaay kuch kaam ke (for example .....kitna bhi balishth, vidhvaan, falaana dhimkaana purush ho wo chah kar bhi apne garbh ke dwaara ek naye jeevan ko sansaar me nahi la sakta .... ) ....

Ye mai maan sakti hu ki dainik jeevan me anyaa kaamo ke saath ek mahila khana banaane ke kaam ko adhik nipunata se kar sakti hai purusho ke mukaable me aur shayad ye hi kaaran raha hoga ki aksar stri hi ye kaarya karti hai, par ye kehna ki ye unka kaam hi hai galat hai ......

kisi ved ya puraan me nahi likha ye bas ek reet ban gayi hai aur aap jaante hi honge ki bharat me anek reet hain jo reet kam kureeti jyada hain ... par chalti aa rahi hain .... isliye hamaara ye daayitva banta hai ki hum apni suvidhaanusaar mil baant ke sabhi kaarya kar le.... mai bahut acha khana banaati hu par aaj tak mujhe kisi ne nahi kaha ki ye tumhaara kaam hai .... mera mun na ho kabhi ya tabiyat na saath de to mere patidev bolte hain ki lao mai bannata hu aaj khaana isii bahaane patni ki sewa karne ka punya kama lu .... ye ek bahut bada punya hota hai jo shayad kam hi logo ko naseeb hota hai ... aur unka ye vyavahaar mujhe taakat deta hai aur mun na hone pe bhi mun ho aata hai khana banaane ka par wo apni taraf se poori sahaayata karte hain .........

Mera maanana to ye hai ki daampatya jeevan me ye tera kaam ye mera kaam jaisa kuch hona hi nahi chahiye .... jo jis kaam ko jyada ache se kar paaye wo kar le .... khana banaana to ek bahut bada kaam hai ... par isko poorntayah kisi ek ki zimmedaari batana koi samajhdaari nahi hai ....
 
Yea punya mein or jo log ghar mein hain unhey kamaney ka mouka deta hun

or naraaj ho jayngey agar mein rasoi mein khana leney bhee jaunga to.
Baap re !! Aap to auro ko hi saara punya kamaa lene dete ho !! Itna to saadhu sant bhi nahi kar paate hain !! aap to unse bhi aage ho .... :D

wo pakka naraaj hi hoti hongi aapke rasoyi me khana lene jaane pe aur kaaran samajh aa gaya ab to ki kyo naraaj hoti hongi :eek::D:cool:

bhagwaan bachaaye !
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top