Jaat do not need reservations
Chaudhary saab mafi chahunga par mujhe bada dukh hota hai ye sunkar ki jaaton ko reservation ki jarurat hai.........chaudhary saab reservation to kamzor or pichadde hue logon ke liye hota hai.....jinme itni bhi dum nahi hota ki wo apni zindgi khud ji saken.....bina kisi ke sahare or bhikh ke......
mujhe or kisi state ka to pata nahi par mere haryane ke har ek JAAT me itna dum hai ki wo har field mein, har competition mein kisi ko bhi pichhe chhod dega......hum jaat to saare bharat ke Roti ka jugaad karte hain, saara din khet mein mehnat kar ke........or app kahte ho ki JAATON ko reservation chahiye......
jara sochiye agar JAAT bhi PICHHADE VARG me aa gaye to kon hamari izaat karega......hum kahin bhi apna sina tan kar nahi chal paenge.......kon fir hame CHADHARY SAAB kahega.......agar jaaton ko reserve category mein daal diya to humari pehchan khatam ho jaegi........hum kahi ke nahi rahenge.......
WE DONT NEED ANY RESERVATION......WE ARE HERE, IN THIS WORLD, TO GIVE RESERVATION TO OTHERS.....WE HAVE ENOUGH POWER THAT WE CAN LIVE LIFE ON OUR OWN CONDITIONS........SO THIS IS MY HUMBLE REQUEST TO YOU TO THINK ABOUT THIS AND NEVER SAY INFRONT OF ANY OTHER CASTE THAT JAAT NEED RESERVATION........