navingulia
New member
ek aadmi ne rikshewaale se poochcha "bhai falaani jagah jaane ke kitne rupaye lega"
rikshewaala bola "dus rupaye"
wo aadmi bolya "paanch rupaye mei chalta ho to bata"
rikshewaala bolya "paanch rupaye mei kaun le jaayega?"
ispe wo aadmi jhat se bolya "peechche baith mai le chalta huun"