Risk

Status
Not open for further replies.
Originally Posted by dkumars
RISK liya se chori tennai taage mein badkei ne
Roti khani se par madya sa ladkei ne
Risk mai liya karu hu roz har kaam me
Roti kya sabji bi kha le ladka tab bi gaya aaj yo kaam se :p

Hawa nami ka tei ibb bera patei ga
jab yo tagga tennai budkya katega
Hawa ki nami ka to bera na par thara laagye sain aaj kuch kho gaya
Taagga manne budkya kaate itna usme dam konya;)

RISK mein badan tei pahla sochna tha
Dimaag apna thoda kharochana tha
RISK me to pehle bada ja hai sochne ka ke hai kaam
Dimaag kharochne me tame na lagaati, mai hu manas aam :rolleyes:

Par jaat ki chori nei RISK tei ke darna
Likh de RISK pe 4 line, jo kaam se taage mein karna
Jatta ki chori Risk ki bori
Tanne re kaise mere pe yun bhavein sikodi? :(

Baat ka bura mat maniye madam CA
Line na banei thi jyahtahi uuvei likhdiYE
Bura maana bi to kuch hon te raha
Devendra ji ki kavita ka bojh to ibbe kum hon te raha:o

Dev Dahiya tei mein soo nahi aaj
Par ek din banuga uske sir ka taj
Dev na sahi Devendar to ho hi
Aaj ke bandar na sahi kal ke sikandar to ho hi :)


Hey Shweta... don mind plzzz... aise hi kuch likne kaa dil tha aur lines nahi mil rahi thi... so wrote this way... so plzzz read it as just a joke...
and add same kinda lines for Dev Dahiya or me or 4 neone... hehe :)

Heyyy Devendra ji ! I dont have a mind which minds !!...... aise hi aaj kuch likhne ka dil nahi tha.... so wrote this drastic way! ..... so pls dont even read this as a joke .......

kuch 'add' karne ki iltaza ko najarandaaj na kiya, maine bi likh diya kuch aise hi, halka sa hi hai ye to, aaj kuch bindaas na kiya.... she she :p :p



Bahut badhiya Shweta... Kya Haajir jawabi hai
 
now just imagine how different people will think of risks in different things...

kya ho jo manmohan ne le liya risk sonia se pooche bina pagdi badalne ka?
kya ho jo vajpayee ne le liya risk jogging karne ka?
kya ho jo advani ne le liya risk uma bharti se fir oolajhne ka?
kya ho jo ramu ne le liya risk 1 aur RGV ki aag banane ka?
kya ho jo mayawati ne le liya risk mulayam yadav se rhista jodne ka?
kya ho jo lalu ne le liya risk rabri ko railway minister banane ka?
aur kya ho jo IIMs aur MIT walo ne le liya risk lalu ke managements chapters ko implement karne ka?



aei daaaddii teri tei posta tei bera paat ja sei ki tu journalist sei...

Arr ke baat sei Ramu se bahut pyar hai... har jagah ghaseet thi rehvei se bechare nei... huh ???
 
gazab likh diya deepak ji maan gaye

pyar to bahut tha per tere bapu kaa risk tha
baat bhi kerni thi per tere BFs se pitne kaa risk tha
ji to lete tere sath jindgi khusi se hum bhi
shaddi ki baat kerni thi per mama banne kaa risk tha:D

Excellent :D

You beat me to it, I was thinking on similar lines.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top