Rupya Kisne chalaya

Status
Not open for further replies.

nkumars83

New member
Ek be Ramlu ki class mai master aaya or aate hi master ne jeb mai hath dala or ek ka note nikala or bachcho se pucha ye kya hai, Bachche-Rupya.
Master ne fir bachcho se poocha ke-- Ye Rupya kisne chalaya.
Sare bachche khade hoge , kisine uttar na pata tha bas ramlu baitha raha.

Master ne ramlu se pucha tane pata hai ke ye rupya kisne chalaya.
Ramlu ne jawab diya ""Ji Sagai walo ne"".:rock
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top