Sab Taraf Khuda Hai !

Status
Not open for further replies.

gajeshd

New member
Aarz kiya hai :

Idhar bhi Khuda hai udhar bhi Khuda hai
Yah bhi Khuda hai Waha bhi Khuda hai
Sach poocho to har taraf hi Khuda Hai
Aur Khuda Nahi hai jaha, waha
Kal nahi to parso jaroor khudega !

Aapki Seva Mai Delhi Metro
 
Gajesh Dhariwal (May 29, 2003 07:37 a.m.):
Aarz kiya hai :

Idhar bhi Khuda hai udhar bhi Khuda hai
Yah bhi Khuda hai Waha bhi Khuda hai
Sach poocho to har taraf hi Khuda Hai
Aur Khuda Nahi hai jaha, waha
Kal nahi to parso jaroor khudega !

Aapki Seva Mai Delhi Metro

Ha..Ha..Ha....

Sahi kah hai bhai Kal nahi to parso jaroor khudega !
 
''Sach poocho to har taraf hi Khuda Hai,''

AUR HAR KHUDE MAI PAANI BHARA HAI...

HAHAHA BAHUT BADHIYA
 
BAHHHHHHHHHAAAAAAAAAA

YAH SARA JAHAN KHUDA HAI
DHARTI ASHMAN KHUDA HAI
YAH SARI HI KHUDA KI
KHUDI KHUDA HAIIIIIIIIIIIIIIII
 
maine socha aap khuda ki khudai ka jikr kar rahe ho,yeh to dusri tarah ki khudai nikli.
 
Gajesh Dhariwal (May 29, 2003 07:37 a.m.):
Aarz kiya hai :

Idhar bhi Khuda hai udhar bhi Khuda hai
Yah bhi Khuda hai Waha bhi Khuda hai
Sach poocho to har taraf hi Khuda Hai
Aur Khuda Nahi hai jaha, waha
Kal nahi to parso jaroor khudega !

Aapki Seva Mai Delhi Metro

hahahahahahhahaa

Now look how an englishman will read this who can not pronounce Kh...

Idar bi Kuda hai udar bi Kuda hai
Yah bi Kuda hai Wa bi Kuda hai
Sach pucho to har taraf hi Kuda Hai
Aur Kuda Nahi hai jaha, waha
Kal nahi to parso jaroor kuda hoga

Delhi Municipal Corporation at your service...

Rajendra
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top