santa lost in uk

Status
Not open for further replies.

vvsangwan

New member
ek be ke hoya
ek sardarni scotland yard ke dhoore gayee er nyun boli uk mera santa kite khu gaya se. police aale bole ek koy photu se ?

wah boli naa

police - koi baat naa humne huliya bata de hum aap toh laa ge

wah boli ek mera santa 6-2 kad kaa tha (height)

us ki aankh neeli thi

rang goora tha

baal bhure (brown) tthe

itne mein uski chori boli ek maa mera bapu to essa nahi tha.

santa ki bahu boli ----CHUP---

beti samjha kar jisne jana tha woh to chala gaya aage aala toh sahi saa le laaaa
 
bahut badhiya sangwan bhai
nd joke
aur sardarni bhi bechari theek hi kahve thi

virender

Vikash Sangwan (Nov 28, 2003 06:57 p.m.):

Back
Top