Ek Baar Ek Sardar Pizza ki Dukan Mein Gaya aur Pizza order ker diya .
Jub Pizza ready ho gaya to waiter aaya aur sardar se poochha ki "SardarJi, Pizza ke 4 slice karoon ya 8"
Sardar ne thoda soch ke bola " Yaar 4 hi ker de , mein 8 nahin kha paaoonga"