sawad

  • Thread starter Thread starter royalboy
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
R

royalboy

Guest
Bhyah main sabne apana apana chah ho se. koe laddua ki bbaat dekhya karee, koe ghorchadi main nachan ki, ar koe mala ke tem bahu ka muh dekhan ki. par ek thathi(Bhartu) ka alag ae shok tha. jab bhi gam main kise chori ka bhyah hota, bina bulae pahonch zyata , ar BIDAI ke tem ro- ro ke khade taar deta.lugaiya ka favrate tha, kai lugai to special uske ghara jatti, aaye BIDAI ka tem hogya , nirmala ke babu ne khal de ek ba,.... .. royawega.
Par gam ke tau bahot dukhi the. kaiya ne to dhamka bhi liya tha , par kaboo main nahin aaya.
Ek ba ek tau ki chori ka bhyah aagaya.Tau ne wo Bhartu bulaya , ar 10 rupyee de ke, bola dekhee bhai ye le pisee ar katkadd taran ki taal mariye.
Bhartu 10 rupyee aant main ghal ke khadda hogya.bidai ka tem aaya.lugaiya ne rona chalu kara.par Bhartu chalu nahin hoya.tau razzi. thoda aur mahol banaa chori maruti main bathee ,ar lugaiya ki pitch peak pa pahoch gi. bas ke tha bhartu ne 10 rupeeye kadd ke tau ke muh pe maree.easee tessee karai dhandhe ki 10 rupayee ke uppar SAWAD konya cchodee za.ar mila diya chorus main choras. aeeeeeeeeeeeeeeee nitaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa chaaaalllllllllllllll padiiiiii
hahahahahahaha
 
nd kissa...

bhai joke tha nd, par jo sawad le ke tane yo kissa sunaya sey. bus ke batoo....thathii sey tu tey.
 
Bhayankar

royalboy said:
Bhyah main sabne apana apana chah ho se. koe laddua ki bbaat dekhya karee, koe ghorchadi main nachan ki, ar koe mala ke tem bahu ka muh dekhan ki. par ek thathi(Bhartu) ka alag ae shok tha. jab bhi gam main kise chori ka bhyah hota, bina bulae pahonch zyata , ar BIDAI ke tem ro- ro ke khade taar deta.lugaiya ka favrate tha, kai lugai to special uske ghara jatti, aaye BIDAI ka tem hogya , nirmala ke babu ne khal de ek ba,.... .. royawega.
Par gam ke tau bahot dukhi the. kaiya ne to dhamka bhi liya tha , par kaboo main nahin aaya.
Ek ba ek tau ki chori ka bhyah aagaya.Tau ne wo Bhartu bulaya , ar 10 rupyee de ke, bola dekhee bhai ye le pisee ar katkadd taran ki taal mariye.
Bhartu 10 rupyee aant main ghal ke khadda hogya.bidai ka tem aaya.lugaiya ne rona chalu kara.par Bhartu chalu nahin hoya.tau razzi. thoda aur mahol banaa chori maruti main bathee ,ar lugaiya ki pitch peak pa pahoch gi. bas ke tha bhartu ne 10 rupeeye kadd ke tau ke muh pe maree.easee tessee karai dhandhe ki 10 rupayee ke uppar SAWAD konya cchodee za.ar mila diya chorus main choras. aeeeeeeeeeeeeeeee nitaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa chaaaalllllllllllllll padiiiiii
hahahahahahaha



What a joke Sandeep? Hanss-2 ke pett padd liya.....Great going boy!
 
kaha sai dund kar laya rai....
Kuchh original sa lega............
or original ka tou sawada hi alag hota hai.......

I nice joke,
 
royalboy said:
dhandhe ki 10 rupayee ke uppar SAWAD konya cchodee za.ar mila diya chorus main choras. aeeeeeeeeeeeeeeee nitaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa chaaaalllllllllllllll padiiiiii
hahahahahahaha


ha ha ha ha ..... bhai bahut bhadiya royal boy andy tha .... er theek kahya nirmala ke babu ne bhi ...SWAD KE BERA KYAH MEIN AJYA .... ;)
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top