downtoearth
New member
# khoob manayi Diwali abkey sood-khooron ney
diwala jiska nikla wo kissan thaaa
## kya kisi ne soche tha jo anaj upjaega
wo bhukhey pett so jayegaa
these r some lines describing the touching scene of a HAALI on the eve of diwali
kattak badi amavas aayi , din tha khass diwali ka
aankhyan mein jab aansu a gaye haal dekh liya HAALI ka
kittey baney thee kheer, kitey halwe ki khushboo uth rahi
HAALI ki bahu khadi koon mein bajra kutt rahi
Haali ney lee khatt bicha ,wa panday kani tey toot rahi
bharr key hukka beth gaya , chilam talley tey phoot rahi
2 bakhorrey 3 katorrey kaam nahi thaa thaali kaa
aankhyaan mein jab aansu aa gaye haal dekh liya HAALI ka
sabhi parosi balkaan khattar kheel kheelney lyawen theey
do balak kaandh pey bethey unki aur lakhaawean theey
bachee raat ki jaalee, khichdri ghool seet mein khawney they
dekh key unney 2 kuttey apney kaan halawean theyy
phool sukhgaye saarey baag key pata chalya na maali ka
aankhayn mein jab aansu aa gaye haal dekh liya HAALI ka