sejwaldeepak
New member
Thanks Sandesh..
Bhai sari bat tanne keh di, main jo kehna chahun tha.!!! main kisse tei naraj koni ki meri thread pe ye negative reply aa re hain. sabke apne apne views hain.
magar ye to fact hai is desh mein khasskar delhi mein law and order jaisi koi cheez nahi. ye to bus politicians ke hath ki kathputli hai. tabhi to maine kaha tha aur kuch na ho sake to is susri sarkar ne ger lyo. kisse sale tei vote manna do.
hum wohi jats hain kya????? jinme kabhi Prithvi Raj Chauhaan, Maharaja Surajmal jaise veer yodha the . Aaj kahan gaye wo delhi ki politics mein kabhi asa neta nahi hua jo apni jat community ke liye kuch karke gaya ho , aur jo karne ki iccha rakhte the unki jamanat japt kara di apne hi community ke logon ne.
jyada door nahi jaunga main, apne yahan ki bat karta hun mehrauli shetra se aaj tak mujhe nahi lagta koi jat neta aaya ho, pichle 20-25 sal se to yahan gujaron ka hi shasan chal raha hai. pehle Brahm Singh Tanwar raha karib 15 yrs . logon ne socha kuch khaas nahi kiya to is bar uske bhai Balram Tanwar ko MLA bana diya. aur wo din hai aur aaj ka din maine to sale ki shakl nahi dekhi aas paas ke kisi gaon mein.
Do bar hamare gaon se candidates khade hue dono ki jamanat japt ho gayi.."" jab apna hi sikka khota hota hai to kisi ka kya dosh"" hum punjabis ko, gujjars ko, baniyon ko sabhi casts ko vote dete hain lekin apne bandon ki jamanat japt karate hain. wah re jat mahaan, apne apne signature ke sath JATMahaan, JAT devta , JAI JAT, etc. etc likhne sei kuch nahi hone wale, kuch chahte ho to kuch karna padega.
Bhool Chuuk Maaf , kuch galat likha ho ya kisi ko hurt hua ho to bura mat mannna , aur pher bhi manna chaho to khush raho wase yahan bura manne aur aapas mein ladne ke liye to jaton ko GOLD MEDAL mil hi sakta hai.