Sehwag interviewed by Afridi: End of day 4
Afridi : Are Sehwag kitna maaregaa ... saale out ho naaa
Sehwag : Abey .. abhi to sirf yunus aur yusuf ka khaata band kiya hai
... abhi tera number hai ... kitne maare re tuney fours ? ( yunus hit
22 fours, yusuf 26 , sehwag 46)
Afridi : Gyaaraah .. nai dus ..
Sehwag : Abey sachi sachi bol na to kal double maar doonga ... phir
mat bolnaa bolaa nai thaa ...
Afridi : Arey Sehwag sir aap to bura maan gaye . gyaaraah maare they
.. galti ho gayi sir .. bacchon ko maaf kar do ...
Sehwag : Arrey tumhara wo chirkut keeper nai dikhai diya .. bahut
pakaa raha thaa ...
Afridi : Sir, wo shaayad jaldi mein thaa ..
Sehwag : Theek hai .. kal batting shuru karne se pehle hum unse
guftagu karna chaahenge
Afridi : Main bol doonga sir.
Afridi : Sehwag sir, .. ek baat poochu kyaa ?
Sehwag : poocho .
Afridi : aapne sixer sab maafi kar diye naa ?
Sehwag : Haan ...
Afridi : Kyaa .. maaf kar diyey .... shukriya ...
Sehwag : Haan maine to maaf kar diyey .. lekin wo dressing room mein
Dhoni baitha hai na wo gin rahaa hai .. usko aane do .. phir dekho...]