"Shaadi ke pehle & Shaadi ke baad"

Status
Not open for further replies.

sweet

New member
Shaadi ke pehle - Maine Pyar Kiya
Shaadi ke baad - Ye Maine Kya Kiya?

Shaadi ke pehle - Kuch Kuch Hota Hai
Shaadi ke baad - Kuch Nahi Hota Hai

Shaadi ke pehle - Dil To Pagal Hai
Shaadi ke baad - Dil To Pagal Tha

Shaadi ke pehle - Ek Duje Ke Liye
Shaadi ke baad - Sirf Bachcho Ke Liye

Shaadi ke pehle - Dilwale Dulhaniya Le Jayenge
Shaadi ke baad - Baaki Log Sukhi Ho Jayenge

Shaadi ke pehle - Chandramukhi
Shaadi ke baad - Jwaalamukhi

Shaadi ke pehle - Kuwara Baap
Shaadi ke baad - Bechara Baap

Shaadi ke pehle - Titanic
Shaadi ke baad - Mortgage

Shaadi ke pehle - Hum Aapke Hai Koun?
Shaadi ke baad - Barbadi Ka Kaaran

Shaadi ke pehle - Yes Boss:-)
Shaadi ke baad - Yes Boss:-)

Shaadi ke pehle - Mere Sapno Ki Rani
Shaadi ke baad - Chutki Ki Amma

Shaadi ke pehle - Kabhi Kabhi
Shaadi ke baad - If you are lucky

Shaadi ke pehle - Aao Pyar Karen
Shaadi ke baad - Aur Bhi Kuch Kaam Karen?




cheers ............
 
Very true Soma bitya, but no body will accept it till one is married.
Again welcome again with your complete identy from Sweet to Soma and finally as Soma Nashier
 
shaadi aisa ladoo, jo na khaye jee lalchae,
aur jo khaye vo pachtaye.


Marriage=Compromise.

cheers............................
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top