Sharyi by My heart..

Status
Not open for further replies.

vikasdh

New member
Hum to Chale thhe Apno ko sath lekr
jaise-2 aage badte gye apne peeche chhute chale gye

peeche mud ker dekha too hume laga khafi gile sikwe hai apno ko humse
too hum duniya he chodh ker chale gye.......
 
Hum to Chale thhe Apno ko sath lekr
jaise-2 aage badte gye apne peeche chhute chale gye

peeche mud ker dekha too hume laga khafi gile sikwe hai apno ko humse
too hum duniya he chodh ker chale gye.......
Kasuti Hurtiliiiiii SHAYARI hai..........wah !! kya baat hai:)
 
Hum to Chale thhe Apno ko sath lekr
jaise-2 aage badte gye apne peeche chhute chale gye

peeche mud ker dekha too hume laga khafi gile sikwe hai apno ko humse
too hum duniya he chodh ker chale gye.......

Hum to Chale thhe Apno ko sath lekr
Par apne kadam se kadam milakar
saath saath na chal sakee

Phir woh na jaane
jindagi ke kiss mod par
paraye ho gayee

Hameen raaste mein
woh anjaanee mil gayee
Jo kadam se kadam milakar
saath saath
hamare chalte gayee

aur waqt itna beeta ke
pata naheen kiss mod par
woh anjaane apne ban gayee
 
Last edited by a moderator:
Hum to Chale thhe Apnoo ko sath lekr
jaise-2 hum aage badte gye
waise waise apne
peeche chhudthee chale gye

peeche mud ker dekha too
hume laga khafi gile sikwe hai
apno ko humse

Iss dukh see
Ek deen hum
bete the ek bar mein
apne ko duba rahe thee
sharaab mein

mulaqat hue uss din
ek haseena see
aur baateein hue
do char hamaree
aamne samne

Jindagi hamare aise palti
hum duniya chodhne
ko bhool kar
masti see
bethe thee
uss haseena ki
chav mein

apnoo ke gile sikwe
hum bhool gayee
sharaab aur shabbab mein

chalo manaye jasan hum
jindagi ki bahar mein
marne ka irada gaya
ab bhad mein
gile shikwe karne wale
gayee kabad mein
 
Last edited by a moderator:
Hum to Chale thhe Apnoo ko sath lekr
jaise-2 hum aage badte gye
waise waise apne
peeche chhudthee chale gye

peeche mud ker dekha too
hume laga khafi gile sikwe hai
apno ko humse

Iss dukh see
Ek deen hum bar mein
apne ko duba rahe thee
sharaab mein

mulaqat hue uss din
ek haseena see
aur baateein hue
do char hamaree

Jindagi hamare aise palti
hum duniya chodhne
ko bhool kar
masti mein
apni jindagi
beetate chale gaye

apnoo ke gile sikwe
hum bhool gayee
sharaab aur shabbab mein

chalo manaye jasan hum
jindagi ki bahar mein
marne ka irada gaya
ab bhad mein
gile shikwe karne wale
jayeen kabad mein


Khrab saab "kavi" ho ge aap to jma :rock
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top