Shayari !!.....

Status
Not open for further replies.
pyar or dosti mai itna fark paya hai,
pyar ne sahara,or dost ne sath nibaya hai
kis riste ko gehera kahu
sikhaya haiek jindgi hai or dusre ne jina
 
How some common english sayings wud bcome funny when translated in
hindi???
Have a nice day! ----- * अच्छा दिन लो!
What's up? ----- उपर क्या है?
You're kidding! ----- *तुम बच्चा बना रहे हो!
Don't kid me! ----- * मेरा बच्चा मत बनाअो!
Yo, baby! What's up? ----- बेटी यो, उपर क्या है?
Cool man! -----* ठंडा आदमी!
Don't mess with me, dude.--*मेरे साथ गंदगी मत करो, ए व्यक्ति
She's so fine! ----- * वो इतनी बारीक हैं!
Listen buddy, that chick's mine, okay!?--*सुनो दोस्त,वो चूजा मेरा है। ठीक
Hey good looking; what's cooking? ----* अरे सुन्दरता की देवी, क्या पका रही हो
Are you nuts? ----- *क्या आप अखरोट हैं?
Rock the party. ---- * पार्टी में पथ्थर फेंको
और सबसे बेहतरीन
How do you do? ----- * कैसे करते हो?
Keep in touch...... * छूते रहो.
Lets hang out!....
चलो बाहर लटकते हैं
 
हर नज़र को एक नज़र की तलाश है,

हर चहरे मे कुछ तोह एह्साह है,

आपसे दोस्ती हम यूं ही नही कर बैठे,

क्या करे हमारी पसंद ही कुछ "ख़ास" है. .

चिरागों से अगर अँधेरा दूर होता,

तोह चाँद की चाहत किसे होती.

कट सकती अगर अकेले जिन्दगी,

तो दोस्ती नाम की चीज़ ही न होती.

कभी किसी से जीकर ऐ जुदाई मत करना,

इस दोस्त से कभी रुसवाई मत करना,

जब दिल उब जाए हमसे तोह बता देना,

न बताकर बेवफाई मत करना.

दोस्ती सची हो तो वक्त रुक जता है

अस्मा लाख ऊँचा हो मगर झुक जता है

दोस्ती मे दुनिया लाख बने रुकावट,

अगर दोस्त सचा हो तो खुदा भी झुक जता है.

दोस्ती वो एहसास है जो मिटती नही.

दोस्ती पर्वत है वोह, जोह झुकता नही
 
desi jaat

..................desi jaat....................

लोड करके राईफल, जब जीप पे सवार होते...

बाऩध साफा जब गाबरू तयार होते....

देखती है दुनिया छत पर चढके....

और कहते ......

काश हम भी जाट होते"........
जाट करै ना दोस्ती, जाट करै ना प्यार
जो साचा इंसान हो, वो-ए इसका यार ।

चुगलखोर और दुतेड़े दुश्मन इनके खास
चाहे पायां पड़े रहो, कोन्यां आवैं रास
जाट मोहब्बत का भूखा, प्यारा दे सै मार -
जो साचा इंसान हो, वो-ए इसका यार ।

अपनी औरत को भाळै, पीटै बेशक रोझ
पर और कोए कुछ बोल दे, मिटा दे उसका खोज
इसकी नफरत और प्रेम का पावै कोन्या पार -
जो साचा इंसान हो, वो-ए इसका यार ।

मुंह की अपनी काढ दे, जै कोए आवै मदद करण
मरौड़ कसूती सै धिखे, जिब्बै दे दे जान
जी मैं आवै वो-ए करैगा, कोन्यां मानै हार -
जो साचा इंसान हो, वो-ए इसका यार ।

ऊपर तैं जणूं पाथर हो, भीतर जणूं गुलाब
एक मिनट में साळा कह दे, चाहे साहमी हो नवाब !
इसकी माया न्यारी सै, यो लाम्बी करै उडार -
जो साचा इंसान हो, वो-ए इसका यार ।

भेल्ली दे दे, ना दे गंडा, इसका इसा मिजान
रूस ग्या तै रूस ग्या, कोन्यां जा मुंह-काण
भगवानां नै मान
 
M B A karne walo suno

MBA wo hai Jo pak gaya hai
Finance Ki Padhai Mae
Submissions Ki Gehrai Mae
Teamwork Ki Chattaii Mae

MBA Wo Hai Jo Phas Gaya Hai
'Cash Cow' Aur 'Stars' Jaise Mktng Concepts Ke Kaal Mae
Placement Companies Ki Chaal Mae
Internals Aur Externals Ki Maar Mae

MBA Wo Hai Jo
Lunch Time Mae Breakfast Karta Hai
Dinner Time Mae Lunch Karta Hai
3 Am Ko Assignment Karte Karte Juice Peeta Hai

MBA Wo Hai Jo Pagal Hai
Rum Aur Vhisky Ke Pyar Mae
Cigarette Peene Ke Jaal Mae
Cd's Ke Collection Mae
Boyfriends Ke Possession Mae

MBA Wahi Hai Jo
Semester Ke Starting Mae Maze Karta Hai
Prepatory Leaves Mae Hi Padhai Karta Hai
Submissions Hamesha Deadlines Ke Baad Karta Hai
Exams Ke Ek Din Pehele Bhi jat land Pe Online Milta Hai
 
subha shaam

subha shaam thaari ghanni yaad ave sa
mane bhut satayve se
karn ne to karu lu phone tane per wo coustmer care ali chorri bar bar blance low batave hai
 
Subhe sam tanee uski ghanni yaad aave se
jo tane bahut satave se
karna se to karle chhore phone market mein 100 rupai ka top up voucher bhi ave se
 
Last edited:
Ye zindagi itani ajanbee kyun hain
Kisi pal khushi to dusre pal nami kyun hain
Khush ho jaun main kis bat par
Kis bat par gum main simat jaun
Na jane mujhe itani bekasi kyun hain
Banati hun pani par nishan bar bar
Ye lakeere banker mit jati kyun hain
Koi lamha thamne ki khwahish to hai
Par ye ghadi humesha chalti kyun hai
Parchaiyon ke peeche bhagte hain kadam
Phir sochte hain ye parchaiyan banati kyun hai
Sab kuch to hai pas phir kami lagti kyun hai
Jiske ke liye chale hum tanha tanha
Aaj wo manzil itani udas si kyun hai
Ek pal to lagta hai mil gaya sab kuch mujhe
Doosre hi pal lagta hai ek talash si kyun hai
Chaht to hai mujhe is zindagi se bahut
Phir na jane kuch shikayat si kyun hai ..
 
Mujhse kehti thi wo...
Kay ISHQ nahi hota kisi say !!!
MOHABBAT nahi hoti kisi say !!!

Pyar to do pal ka BRAHM hota hai,
Koi kisi pe umr bhar MARTA nahi....

Shuruwat mei badi-badi kasme khate hai ye log,
Lekin unhe Nibhate nahi hai ye log,
Pyar mei DHOKE de jaate hai pyar karne wale....
Bewafaai karke kisi aur ka haath tham lete hai ye log.

Mujhse bhi kehti thi wo....
Kay ISHQ nahi hota kisi say !!!
MOHABBAT nahi hoti kisi say !!!
Magar maine bhi kaha kay
Mujhe ISHQ hai,
Sirf aur Sirf TUJHI say...

Mujhse kehti thi wo ki mai use CHOD doon,
Uske bina rehne ki aadat apneaap mein daal loon,

Mujhse kehti thi wo,
Kay mere bina REH legi wo,
Mujhse bina mile JEE legi wo,
Chahti thi mujhe fir bhi aisa kehti thi wo,
Na jaane kis baat se darti thi wo...

Dur hona chaha jab maine usse,
Tau mujhi se LIPAT gayi wo,
Mera bina rehne say MUKAR gayi wo..

Fir bhi mujhe kehti hai wo,
kay ISHQ nahI HOTA
 
reality

Log milte hain,paas aate hain,apne ban jaate hain,

har waqt dil mein dhadkan se,saj jaate hain.

Do kadam saath chal ke ,hans ke muskura ke,

zindagi ban ke ,sab chheen le jaate hain.

Door kar dete hain,door chale jaate hain.

Hum khud se poochhte rah jaate hain ,kyo hum mile?

Khud ko samjhaate rah jaate hain,shaayad hum milen!

Ta umr usko dhoondte,apne ashk peete-pochhte rah jaate hain.

AAKHIR ZINDAGI MEIN,JO SAATH NA CHAL SAKEN ,WO LOG

KYON AATE HAIN? :)
 
true and very touching.


Log milte hain,paas aate hain,apne ban jaate hain,

har waqt dil mein dhadkan se,saj jaate hain.

Do kadam saath chal ke ,hans ke muskura ke,

zindagi ban ke ,sab chheen le jaate hain.

Door kar dete hain,door chale jaate hain.

Hum khud se poochhte rah jaate hain ,kyo hum mile?

Khud ko samjhaate rah jaate hain,shaayad hum milen!

Ta umr usko dhoondte,apne ashk peete-pochhte rah jaate hain.

AAKHIR ZINDAGI MEIN,JO SAATH NA CHAL SAKEN ,WO LOG

KYON AATE HAIN? :)
 
Kabhi Zindagi Ka Naam Hai Muhabbat

Kabhi Moat Ka Pegham Hai Muhabbat



Kabhi Muhabbat Say Milti Hai Khushi

Kabhi Ghum Ki Sham Hai Muhabbat



Kabhi Muhabbat Aansu Ki Barish Hai

Kabhi Hansi Ka Jaam Hai Muhabbat



Kabhi Hai Muhabbat Dil Ki Jalan

Kabhi Dil Ka Aaram Hai Muhabbat



Kabhi Muhabbat Hai Milan Ka Roop

Kabhi Tanhai Ki Tarha Be Naam Hai Muhabbat



Kabhi Muhabbat Hai Be - Naam Zindagi

Kabhi Zindagi Kehti Hai Mera Naam Hai Muhabbat ...
 
आपसे दोस्ती हम यूं ही नही कर बैठे,

क्या करे हमारी पसंद ही कुछ "ख़ास" है. .

चिरागों से अगर अँधेरा दूर होता,

तोह चाँद की चाहत किसे होती.

कट सकती अगर अकेले जिन्दगी,

तो दोस्ती नाम की चीज़ ही न होती
 
means of friendship

Friendship Is Like... NOKIA!
Connecting People!

Friendship Is Like... SAMSUNG
Every One Is Invited!

Friendship Is Like... CELL ONE
Changing Life Style!

Friendship Is Like... PHILIPS
Lets Makes Things Better!

Friendship Is Like... TAPAL
Jaisay Chaho Jeoooo!

Friendship Is Like... SPRITE
Sirf Yeh Bhujaye Pyas Baki All Bakwass!

Friendship Is Like... PEPSI
Ask For More!

Friendship Is Like... LG
Digitally Yours!

Friendship Is Like... NIKE
Just Do It!

Friendship Is Like... HABIB
Kyoun Kay Ye Dil Ka Mamla Hai!

Friendship Is Like... WAVES
Naam Hi Kafi Hai!

Friendship Is Like... BUTTER SCOTCH (hmmm)
Chalti Jayee Chalti Jayee Chali Jayeeeee!

Friendship Is Like... COCA COLA
Enjoyyyyyyyyyyyyyyyy
 
:boxingmai lafzon se kuch bhi izhaar nahi karta,iska matlab ye nahi ki mai usse pyar nahi karta,chahta hu mai usse aaj bhi par,uski soch mai apna waqt bekar nahi karta,tamasha na ban jaye kahi mohabat meri,isliye apne dard ko izhaar nahi karta,jo kuch mila hai usi mai khush hu mai,uske liye khuda se taqraar nahi karta,par kuch to baat hai uski fitrat mai zalim,warna usse chahne ki khata bar-bar nahi karta:tamatar:tamatar
 
:eek:mere dil mein tu hi tu hai dil ki davaa kyaa karun
dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujh pe fidaa kyaa karun


Lahu roney se darta houn, juda honey se darta houn

Meri aankhein batati hein ke mein soney se darta houn



Meri ungli pakarr lena, mujhey tanha nahi karna

Ye dunya aik mela hai, tumhe khoney se darta houn



Jo hansti ho tou kyun palkoun ke goshey bheeg jatey hein

Tumhe maloom hai mein iss tarah roney se darta houn


:boxing
Ye jab se khwaab dekha hai tum mujhey chorr jaogi

Mein ab darta houn khwaaboun se, mein ab soney se darta houn
 
:)Khud ko khokar tujh ko paa kar kyaa kyaa milaa kyaa kahun
teraa hoke jine mein kyaa kyaa aayaa mazaa kyaa kahun
kaise din hain kaisi raatein kaisi fizaa kyaa kahun
meri hoke tune mujh ko kyaa kyaa diyaa kyaa kahun
meri pahaluu mein jab tu hai phir main duaa kyaa karun
dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujh pe fidaa kyaa karun



hai ye duniyaa dil ki duniyaa mil ke rahenge yahaan
lutenge ham Khushiyaan har pal dukh na sahenge yahaan
armaanon ke chanchal dhaare aise bahenge yahaan
ye to sapanon ki jannat hai sab hi kahenge yahaan
ye duniyaa mere dil mein basi hai dil se judaa kyaa karun
dil bhi tuu hai jaan bhi tu hai tujh pe fidaa kyaa karun
 
:)Mohabbat karke dekho to

Mohabbat kya nahi karti

Mohabbat khud bhi hoti hai

Mohabbat khud hojaati hai




Mohabbat khud banati hai

Mohabbat khud bhi banti hai

Mohabbat khud bhi andhi hai

Mohabbat andha karti hai




Mohabbat jhuk bhi sakti hai

Mohabbat jhuka bhi deti hai

Mohabbat khud bhi nafrat hai

Mohabbat Pyaar bhi karti hai




Mohabbat Pyaar hai Dil ka

Mohabbat esaar bhi karti hai

Mohabbat kaam hai dukh ka

Mohabbat naam hai sukh hai




Mohabbat naam hai is ka

Mohabbat is hi ko kehte hain

Mohabbat karke dekho to

Mohabbat kya nahi karti
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top