Shayari !!.....

Status
Not open for further replies.
(Tu Ajnabi Ki Tarah Humase Pesh Aata Hai
Chand Lamhe Bhi Hamein Tu Na De Paata Hai) - 2
Aisi Kya Hamane Ki Khata, Hame Sataaya Kyun
(Jab Rulaana Hi Tha Tujhe Toh Phir Hasaaya Kyun
Saath Rehkar Bhi Hai Juda Toh Paas Aaya Kyun) –
 
बावरे नैना भरे रहे रात भर
सोये जागे जागे सोये
जाने किस बात पर
मन खुश भी है बेचैन भी
उलझन कैसी दिन रैन की
अब तूही आके बोल
गांठे सारी खोल
तू जो कहदे चल जाऊं इस आग पर

जो टूट गए हैं सपने
जाने क्यूँ बनकर अपने
लौट आते हैं
नहीं मंजिल जिन रस्तों पर
क्यूँ उनपे कदम रुक रुक कर बढ़ जाते हैं
वो तेरा नहीं सुन मन पगले
क्यूँ माने ना तू
क्यूँ ना संभाले
अब तूही आके बोल
गांठे सारी खोल
 
बावरे नैना भरे रहे रात भर
सोये जागे जागे सोये
जाने किस बात पर
मन खुश भी है बेचैन भी
उलझन कैसी दिन रैन की
अब तूही आके बोल
गांठे सारी खोल

.
.
.
जाने क्यूँ बनकर अपने
लौट आते हैं
नहीं मंजिल जिन रस्तों पर
क्यूँ उनपे कदम रुक रुक कर बढ़ जाते हैं
.
.
.
अब तूही आके बोल
गांठे सारी खोल

Beautiful ..... Keep it up :)
 
kitabo ke panno ko palt ke sochta hu,
yu palt jaye meri zindagi to kya baat hai,
khwabon mai roz miltaa hai jo,
hakikat mein aye to kya baat hai,
kuch matlab ke liye dhundte hain,
bin matlab ke mile jo mujhko to kya baat hai,
katal karke to sab le jayenge 'DIL' mera,
koi baaton se le jaye to kya baat hai,
jo shrifo ki sharaft mein baat na ho,
ek shrabi keh jaye to kya baat hai,
apne rehne tak to khushi dunga! sab ko,
jo kisi ko meri 'MAUT' pe khushi mil jaye to kya baat hai..
 
ZINDAGI

Zindagi bhi ek paheli hai
Jo kabhi nahi sulajhti
Jitna use suljhao
Zindagi or hai ulajhati.... ......... .........

MAUT

Maut to ek kinara hai
Jisme dubkar jana hai
Jo dub gaya muhabaat main
Maut ko usi ne jana hai......... ......... ......

MOHABBAT

Mohabbat to vo dua hai
Jo har kisi ko nahi lagti
Jise lag gayi iski badd-dua
Mohabbat usi ko hai milti.......
 
फूलों सी नाजुक चीज है दोस्ती,
सुर्ख गुलाब की महक है दोस्ती,
सदा हँसने हँसाने वाला पल है दोस्ती,
दुखों के सागर में एक कश्ती है दोस्ती,
काँटों के दामन में महकता फूल है दोस्ती,
जिंदगी भर साथ निभाने वाला रिश्ता है दोस्ती ,
रिश्तों की नाजुकता समझाती है दोस्ती,
रिश्तों में विश्वास दिलाती है दोस्ती,
तन्हाई में सहारा है दोस्ती,
मझधार में किनारा है दोस्ती,
जिंदगी भर जीवन में महकती है दोस्ती,
किसी-किसी के नसीब में आती है दोस्ती,
हर खुशी हर गम का सहारा है दोस्ती,
हर आँख में बसने वाला नजारा है दोस्ती,
कमी है इस जमीं पर पूजने वालों की वरना इस जमीं पर "खुदा" है दोस्ती.....
 
hum to yu apni zindagi se mile,
ajnabi jaise ajnabi se mile,
phool hi phool humne mange the,
kaante hi kaante zindagi ne diye,
roye hai toot ke tab jake karar mila hai,
is jahaan me kise bhala sachcha pyar mila hai,
guzar rahi hai zindagi imtehaan ke daur se,
ek khatam to dusra tyyar mila hai,
mere daman ko khushiyo ka nahi malaal,gham ka khazana jo isko beshumaar mila hai,
wo kamnasib hai jinko mehboob mila hai,
khushnasib hoon main mujhe intezar mila hai
 
Akhir me thoda sa bach gya thaa yo jod liye......

:D
Tu saamne hai mere phir kyon ye doori hai
Tujhe kaise bataoon main hay kya majboori hai
Ye bhi koi jeena hai sirf aansoo peena hai
Sirf aansoo peena hai ye bhi koi jeena hai

.... Malik bhai kyon taage ne thada thokan laag re so...... ghani fimli shayari sai.........:thappadFilm ka naam Mann or Singer Udit Narayan & Anuradha Podwal.... Likhan ki bajjaye upload kar deta to sunn bhi lete:rock:rock:rock
 
Akhir me thoda sa bach gya thaa yo jod liye......

Chaaha hai tujhko chaahoonga har dam
Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam
Teri yaad jo aati hai mere aansoo behte hain
Apna to milan hoga pal pal ye kehte hain
Kya ye zindagaani hai bas teri kahaani hai
Bas teri kahaani hai ye jo zindagaani hai

Chaaha hai tujhko chaahoonga har dam
Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam

Teri vo baatein vo chaahat ki rasmein
Jhoothe thay vaade kya jhoothi thi kasmein
Jaane tamanna kya ye sach hai bas itna keh de
Toot jaayein na lamhe aitbaar ke
De koi sila mere intezaar ka

Chaaha hai tujhko chaahoongi har dam
Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam

Teri hoon teri jo chaahe kasam le le
Mujhko humrahi tu apne gam de de
Saari umar hai mujhko dard judaai ka sehna
Raaste mein khoyi hai manzil meri
Mere saath jayengi mushkilein meri

Chaaha hai tujhko chaahoonga har dam
Marke bhi dil se ya pyaar na hoga kam

Tu saamne hai mere phir kyon ye doori hai
Tujhe kaise bataoon main hay kya majboori hai
Ye bhi koi jeena hai sirf aansoo peena hai
Sirf aansoo pe

:D
Tu saamne hai mere phir kyon ye doori hai
Tujhe kaise bataoon main hay kya majboori hai
Ye bhi koi jeena hai sirf aansoo peena hai
Sirf aansoo peena hai ye bhi koi jeena hai

.... Malik bhai kyon taage ne thada thokan laag re so...... ghani fimli shayari sai.........:thappadFilm ka naam Mann or Singer Udit Narayan & Anuradha Podwal.... Likhan ki bajjaye upload kar deta to sunn bhi lete:rock:rock:rock
__________________
 
bhai saab aaj kal to purni movies bhi nye print main ave sa
main bhi socha toda nya taja karu purni yaado ko

:rock
 
Bahut hi acha likha hai manjeet bhai

its great bahut dino baad acha padhne ko mila

:)

Na Umeedain Kisi Se Rakhtey To Acha Hota
Aitbar Na Kisi Pe Kartey To Acha Hota
Sabaq Daita Hai Zamana Yeh Auron Ko Giraney Ka
Sahara Na Kisi Ko samjhtey To Acha Hota
Yaqeen apni Kamyabi ka kisi Ko Kab Hota Hai
Taqdeer k Muqabil Na Hotey To Acha Hota
Sochtey They Aitbar Andha Ho Ga DeWaNa Tum Per
Na Khuwaab Jagtey Main Daikhtey To Acha Hota
Na Chatey Tum Kisi Ko Na Koi Tumheen Poojta
Na achey Kisi Ko Lagtey To acha Hota
Darya Mohabbat Ka Kab Koi Paar Karta Hai Dost
Na Mohabbat Kisi Se Kartey To Acha Hota
 
मन चाहे पंख लगाकर
सारी खुशियाँ ये पाकर
कहीं उड़ जाऊं
इन मुस्कानों पर मेरा
अधिकार है क्या ये सोचूं
मै डर जाऊं
हँसते कदमो से जो बढ़ जाऊं
कहीं राहों में ना खो जाऊं
अब तुही आके बोल
गांठे सारी खोल
 
Muskan ke dayroon me hamesha khushi nahi hoti,Aansuon ke bahaov me hamesha gam nahi hote.Badh jaaye chahe faasle,Dosti aur pyar kabhi kam nahi hote....
 
नहीं जानता था तू ऐसा असर कर जायेगी,
तू दूर होके भी मुझ में बसर कर जायेगी,

मैं कभी तन्हा हुआ ही नहीं, तू जो ख्यालों में रहती है,
नए शहर में भी अकेला नहीं, तू जो अजनबियों में दिखती है,

आइना जो देखू तो तेरा अक्स बन जाता है,
आँखें बंद कर जो चित्रकारी करू तो तेरा नक्स बन जाता है,

जानती है मौत के बाद भी तू मुझ में ही रह जायेगी,
मेरी चिता से उठी धुवें की लकीर भी तेरी ही तस्वीर बनाएगी..!!
 
sura waw shaayar ban gaya
 
Shaayari

:rock

AARJ KIYA H....

kISSE N MAAREH T PYAR KONA... HAAMNN KISSE T PYAR KONA....
kISSE N MAAREH T PYAR KONA... HAAMNN KISSE T PYAR KONA....

MAAHRI JINDGI ISSI S..... JUKAR .. DANGRAN KI KHOR MEIN NYAR KONA.........

IB BOLO...VAH VAH VAH
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top