Shayari

Status
Not open for further replies.

dahbal

New member
Phoolo se bhi kya dosti karna,Phool to murza jaate hain after sometimes,

Dosti karna hai to Kanto se karo,jo aak bar chubne par hamesha yaad aate hain.
 
Balraj bhai,

Dosti katon se na karna ye satate bahut hai
Jindgi bhar, har kadam par ye rulate bahut hai.

Murjhaye phoolon ka phir bhi beeta lamha to haseen hota hai
Katon ke daman se lipatne walon ka to har pal gamgin hota hai.

Waise jakham dono hi dete hai

phir bhi phoolon ke diye ghao log chhupaye rahate hain

Katon ke diye ghao , chhupao kitna bhi jahan ko dikhai dete hai.

Isliye, Balraj bhai, phool to phool hi hote hain unse be rukhai kaisi.
 
Status
Not open for further replies.
Back
Top