Shayri (Continued)

.

चढ़ती थी उस मज़ार पर
चादरें बेशुमार
और बाहर बैठा एक फ़कीर
सर्दी से मर गया ! ..
 
Jane kya soch ke lehrein sahil se takrati hain
Aur phir se laut jati hain..
Samaj nahi ata ke woh kinaro se bewafai karti hain
Ya phir laut ke samandar se wafa nibhati hain…
 
Bachpan ki woh amiri..
na jane kaha kho gayi,
warna kabhi baarish ke pani mein..
hamare bhi jahaaz chala karte the.

wah.. wah.. amiri ke ne jaane kitne kisse sune, magar sab iske neeche.. Kiya amiri thee bhala bachpan ki...

waise barish ke samanddar ko humne bhi tairkar paar kiya thaa bachpan me.... jaahaj jab doobne laga to koodna pada bhai... LOL

RK^2
 
Koi ankhon se baat ker leta hai,
Koi ankhon mein mulakat ker leta hai,
Bada mushkil hota hai jawab dena,
Jab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai..
 
Awara larkon se achche to gali ke kutte hain!!
e-Dost
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kam se kam larki palat palat ke dekhti to hai
kk
aa raha hai ya nahi!!
 
Har mulakat par waqt ka takaza hua,
Jab jab use dekha dil ka dard taza hua,
Suni thi sirf gazal mein judai ki bate,
Ab khud par biti to haqiqat ka andza hua
 
Kabhi noton ke liye mare,
Kabhi voton ke liye mare,
Kabhi jat-pat ke naam par mare,
Agar hote Vir Bhagat Singh to kehte “Yaar Sukhdev,
Hum bhi kin logon ke liye mare.
 
मेरे कमरे में बिखरे हुए सिगरेट के टुकड़ों को देखकर
क्यों पुराने अख़बार सा मुहं बनाती हो
क्या तुमने कभी सोचा हैं ?
हर एक सिगरेट के मैंने कितने कश लगाये होंगे
और हर कश से निकले धुयें से
तेरी यादों के कितने छल्ले बनायें होंगे
शायद तुमने कभी सोचा नहीं होगा
अगर सोचा होता
इसको कभी नशा नहीं कहती .....
 
मेरे कमरे में बिखरे हुए सिगरेट के टुकड़ों को देखकर
क्यों पुराने अख़बार सा मुहं बनाती हो
क्या तुमने कभी सोचा हैं ?
हर एक सिगरेट के मैंने कितने कश लगाये होंगे
और हर कश से निकले धुयें से
तेरी यादों के कितने छल्ले बनायें होंगे
शायद तुमने कभी सोचा नहीं होगा
अगर सोचा होता
इसको कभी नशा नहीं कहती .....

भाई शायर नै Ash Tray का इस्तेमाल नहीं करया होगा नशे की हालत मै I सुबह झाड़ू मारण आली का मुँह बणगया होगा सिगरेट के butts देख के I
सिगरेट के ऊपर और दो लाइन :

मेरे ज़िंदगी एक सिगरेट की तरह है
कुछ गम हैं जो धुएं की तरह चुप चाप पिए हैं
कुछ नगमे हैं जो राख की तरह झड़काए हैं I

-अमृता प्रीतम
 
Last edited:
Zindgi meri gali se roj guzarti hai
uski soorat tumse bahut milti hai
magar badi be-aabroo hai wo bhi
tumhari tarah hi rang badalti hai

RK^2
 
Bachpan se 2 hi Cheeze sabse jyada mili hai,
Dard aur Dost fark sirf itna hai,
Ki Dard muje hasne nahi deta aur
DOST Mujhe rone nahi dete..!!
 
Yu to muhabbat ki haqeeqat se hum khoob waqif the,
Dosto..
Par pata nahi kyu unko dekha to,,
zara sa shauk hua Zindagi Barbaad karne ka..!!
 
Nazar aur naseeb ke milne ka ittefaq kuch aisa hai,
ki nazar ko pasand hamesha wahi cheez aati hai,
jo naseeb mein nahi hoti..
 
Back
Top