Shayri (Continued)

एक ही ख़्वाब ख़रीदने मे जिंदगी दाँव पर लग गयी....दुनिया समझती है कि प्यास बुझ गई...
Ek Kuwaab ke chalte zindagi khule bazaar bik gyi,
Tutta kuwaab mera aur pyas duniyawalo ki bhuj gyi.
 
चिकनी चुपड़ी बातों से, इंसान की फितरत का पता नहीं चलता
अंदर क्या है और बाहर क्या है, इसका चेहरे से पता नहीं चलता
जो मीठेपन का लेप चढ़ा कर हमेशा, प्यारी प्यारी सी बातें करते हैं,
वो कटुता का कब अपना रंग दिखादें, इसका हमें पता नहीं चलता|
 
दिल पे क्या गुज़री वो अनजान क्या जाने, प्यार किसे कहते है ये वो नादान क्या जाने!
हवा के साथ उड़ गया घर इस परिंदे का, कैसे बनाया था वो घोसला ये तूफान क्या जाने !
 
हैप्पी फादर्स दे
बच्चों पर माँ - बाप की इनायत कभी खत्म नही होती

दूर होने पर भी रिस्तों की महक कभी कम नही लगती
सिर पर गर हाथ हो इन अपने सच्चे रिस्तों का
तो ये जिन्दगी किसी जन्नत से कम नही होती
 
नही है हमारे मुकद्दर में रौशनी तो ना सही,फिर भी खिड़की खोलो,,कुछ हवा तो आए....!
 
इन बादलों का मिजाज मेरे महबूब से बहुत मिलता है। कभी टूट के बरसते हैं,कभी बेरुखी से गुज़र जाते हैं।
 
कौन कहता हैउसके बिना मर जायेंगेहम तो दरिया है समंदर में उतर जायेंगेवो तरसेंगे प्यार की एक बून्द के लिएहमतो बादल है किसी और पर बरस जायेंगे
 
हँसते रहो तो दुनिया साथ है,वरना आँसुओ को तो आँखों में भी जगह नहीं मिलती...!
 
आपके ज़ुल्फो रुखसार की रंगीनी मुझे उम्र का एहसास भुला देती है
मगर आती है जब याद अफ़सुर्दा जवानी अपनी तो ज़ालिम रुला देती है
तेरे हर नाज़ो अंदाज़ पर ए हसीं जाग उठता है मुद्दत से सोया बांकपन मेरा
सोच में हूँ मगर कहीं पड़ ना जाये गाल पर मेरे दस इंच का सैंडल तेरा

'मासूम'
 
"ऐ बुरे समय "
तनिक तेज चल ।।।
देख उस मोड़ को
वहाँ से तू बदलने वाला है।
 
कमाल की ......फनकारी है उस में ...!!.वार भी दिल पे और राज भी दिल पे ..!!
 
.

.. " हम बस जज़्बात उधार देते है ..कोई वक़्त पे लौटाता नहीं है इसलिए घाटे में हैं। " ..


 
Humesha Sach Keh Dene Ki Aadat Ne Mujhe Bura Bana Diya

Naa Jane Kyun Iss Shehar MeN Yeh Charcha Raha BahutSab Ke Saath Reh Kar Bhi,Main Tanhaa Raha Bahut...!!Humesha Sach Keh Dene Ki Aadat Ne Mujhe Bura Bana DiyaJhoot Ki Duniya MeN Sach Har Ek Ko Chuubta Raha BahutMuddatein Guzar Gayi Usne Mera Haal Tak Naa Pucha..!!Ek Main Tha Uss Ke Haq Mein Nazmein Likhta Raha BahutBadalte Hue Halaat Aksar Insaan Ko Jeena Seekha Dete HaiNEk Waqt Tha Jab Apne Saaye Se Bhi Main Darta Raha BahutMeri Kahani Ka Yeh Ek Hissa,Maine Aaj Tak Sab Se Chupaya HaiBure Daur MeN Jahan Marna Asaan Tha,Wahan Main Jeeta Raha BahutInsaan Ki Khoobiyan Aaj Dhan-Daulat, Shohrat Se Naapi Jaati HaiNSach Kahoon To Mere Bhi -Gird Yeh Ek Tamaasha Raha Bahut"RAJ"Keemat Unn AshqoN Ki HaiN Jo Aankhon Se Bahe Nahi.!!Rona Asaan Hai,Insaan Waheen Hai Jo Har Haal MeN Hasta Raha Bahut
 
Last edited:
दिल पे क्या गुज़री वो अनजान क्या जाने |
प्यार किसे कहते है वो नादान क्या जाने ||

हवा के साथ उड़ गया घर इस परिंदे का |
कैसे बना था घोसला वो तूफान क्या जाने ||
 
Koi Haal-e-Dil Puchne Wala Ho To Bahut Hai Aaj Ke Daur MeN..!!!

Koi Nahi Puchta Band Pinjre Mein Qaid PanchiyoN KoYaad Waheen Aate HaiN Jo Aksar Udd Jaaya Karte HaiNDuniya Ki Bheed MeN Saath Chalte Hue Bhi Koi Apna Nahi Hota..!!!Kabhi Woh Log Saath De Dete HaiN,Jin se Koi Rishta Nahi HotaNaa Hum Kisi Ko Samjhe HaiN Naa Koi Humein Bhi Samaj Saka..!!Waqt Ke Mutaabiq Badalte Log,Kyun Kisi Ka Ek Chehra Nahi HotaHaste Hue LogoN Ki Ehmiyat Bahut Hai Duniya Ke Bazaar Mein..!!!Rota Hua Shakhs* Kisi Ke Liye Bhi, Kabhi Accha Nahi Hota...!!!!!.Koi Haal-e-Dil Puchne Wala Ho To Bahut Hai Aaj Ke Daur MeN..!!!Zakhm Ko Waqt Par Marham Mil Jaaye To Zakhm Phir Gehra Nahi HotaBaat Dil Ki Hai, Dikhaawe Ki Baatein Mujh Se Naa Kar To BehtarRabb Se Ishq Ho,Sirf Sar Jhuka Dena Meri Nazar MeN Sajda Nahi HotaHar Ek Cheez Ka Ek Waqt Hota Hai "Pyaare", Bas Sabr Se Kaam Le.!!yeh Zindagi Hai...Waqt Se Pehle To Koi Fal Kabhi Meetha Nahi Hota"Raj" Haath Jab Kisi Ka Thaam Lo To Choote Na Umar Bhar Ke LiyeAaj Saath Hai Kal Nahi,Yeh Kya....Koi Rishta Kabhi Aisa Nahi Hota
 
हैप्पी फादर्स देबच्चों पर माँ - बाप की इनायत कभी खत्म नही होतीदूर होने पर भी रिस्तों की महक कभी कम नही लगतीसिर पर गर हाथ हो इन अपने सच्चे रिस्तों का तो ये जिन्दगी किसी जन्नत से कम नही होती
Zindagi Ke Mushkil Daur meN Jab Sab Kinaare Hote HaiNUss Waqt Bhi BetoN ke Liye, Pita Hi Sahaare Hote HaiNHar Waqt Apne Pariwaar Ko Apne Saath Le Kar Chalna...!!!!Har Pal Muskuraaye Chaahe Khud Bhi Kabhi Haare Hote HaiNJisne Humein Daudna Sikhaya Woh Aaj Dheere-Dheere Chalte HaiNDil Ki Nazar Se Dekho,BachoN ke Liye Pita Sab Se Pyaare Hote HaiNAaj Hum Jo Kuch Bhi Woh Sab *Inn Hi Ke To Badaulat Hai..!!!!!Inn Ki Har Baat mein Zindagi Kaise Jeena Hai,Yeh Ishaare Hote HaiN"Raj" Khud Ko Dekhaa Nahi kabhi Maine Apne Pita Ki Nazar SeMaamuli Se Hi Sahee, Bacche Maa-Baap Ki AankhoN Ke Taare Hote HaiN
 
Pyar Tumse Hua Chahti Mujhe Teri Nafrat Rahi,

Tere Dil Mein Jo Panap Baithi Nafrat Mere Liye, Us Nafrat Se Kisi Din Roo Broo Karwa De, Kya Rishta Hai Us Nafrat Ka Mujhse, Kisi Din Is Baat Ki Sooh Lagwa De, Pyar Tumse Hua Chahti Mujhe Teri Nafrat Rahi, Kitna Pasand Aya Use Main Tu Mujhe Ye Baat Bata De, Pyar Tera Paane K Liye Main Din Raat Tadpa, Kya Tadpi Teri Nafrat B Ye Ehsas Dila De, Har Din Har Pal Badta Hi Raha Pyar Tumse, Kya Nafart B Badhi Mujhse Ye Ikrar Karwa De, Tere Pyar Ki Ab Mujhe Koi Chahat Nhi, "Raj" Bas Tu Apni Nafrat Se Mera Thoda Pyar Badha De…
 
कलम में जितना दम है जुदाई की बदौलत है,
वरना लोग मिलने के बाद लिखना छोड़ देते..
 
Back
Top