Shayri (Part 1)

Status
Not open for further replies.
Barso guzar gaye rokar nahi dekha, in ankhon ko aansu se dhokar nahi dekha
wo kya jaane gam or dard kya cheez hai, jisne kabhi kisi ko khokar nahi dekha
 
कोई ना मिले तो किस्मत से गिला नहीं करते
अक्सर लोग मिलकर भी मिला नहीं करते
हर शाख पर बहार आती है जरूर
पर हर शाख पर फूल खिला नहीं करते
 
तमन्नाए तो दिल की हसरत हैं
पूरी हो जाये तो हम खुश किस्मत हैं
ना पूरी हो तो गम क्या करना
अधूरी रहना तो इनकी फितरत है
 
Copied

जाट करै ना दोस्ती,जाट करै ना प्यार
जो साचा इंसान हो,वो-ए इसका यार ।

चुगलखोर और दुतेड़े दुश्मन इनके खास
चाहे पायां पड़े रहो,कोन्यां आवैं रास


ऊपर तैं जणूं पाथर हो,भीतर जणूं गुलाब
एक मिनट में साळा कह दे,चाहे साहमी हो नवाब

इसकी माया न्यारी सै,यो लाम्बी करै उडार
जो साचा इंसान हो,वो-ए इसका यार ।.
 
Tanne mere likhe shabdo par gaur nahi farmaya
kisi bhi shabd par click maar ke dekh

Threre is always a TRUTH behind "Mazak kar raha tha"
A little EMOTION behind "Muhjhe koi farak nahi padta"
A little PAIN behind " Its Okay"
A little NEED behind " Mujhe akela chhod do"
A DEEP THOUGHT behind "Pata Nahi"
A lot of words behind "Silence"

LET US ALL TRY TO UNDERSTAND FEELINGS NOT WORDS
 
Ghana Purana

har taraf khamoshi ka saya hai,
jise dekho wo hi paraya hai,
gir pada hu muhabbat ki bhukh se,,
or log kehte hain k PIKAR aaya hai..,,,..
 
Copied

जाट करै ना दोस्ती,जाट करै ना प्यार
जो साचा इंसान हो,वो-ए इसका यार ।

चुगलखोर और दुतेड़े दुश्मन इनके खास
चाहे पायां पड़े रहो,कोन्यां आवैं रास


ऊपर तैं जणूं पाथर हो,भीतर जणूं गुलाब
एक मिनट में साळा कह दे,चाहे साहमी हो नवाब

इसकी माया न्यारी सै,यो लाम्बी करै उडार
जो साचा इंसान हो,वो-ए इसका यार ।.


चोखा ,पहलम-ए लिख दिया "कोपिड" पुन्झअड़ लागण के डर तें |
 
Dard ki har ek hadd se ab guzar gaya hoon main,
phir kabhi na simtunga youn bikhar gaya hoon main…

Maut bas nahi aati rooh k nikalne se,
sans mujh main baki hai phir bhi marr gaya hoon main…
 
Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum,
Bas yahi ek wada nibha payenge hum.
Mita denge khud ko bhi jahan se lekin,
Tera naam dil se na mita payenge hum.....!!!!
 
Rulane se pahale ek bar hansaya to hota,
Kasoor kya hai is dil ka bataya to hota,
Mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne,
Kash yeh dil kabhi kahin lagaya na hota …
 
Wada kar ke jo mukar jate hain
Woh log sab se jyada kareeb hote hain
Waqt to chalta hai chal ke badalta hai
Par ye log waqt se pehle hi badal jate hain..
 
Kuchh log aise hote hain jo pal bhar me paraya kar jatey hain
Manzil ko dekhtey hi ek pal me rasta badal jatey hain
Jate jate dil se woh kuchh is kadar khel ke jatey hain
Jiski aag me hum umra bhar baas jaltey hi reh jatey hain..
 
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aya,
khali hi sahi hathon me jaam to aaya
main hoon bewafa sabko bataya usne,
yun hi sahi uske labon pe mera naam to aaya.
 
Dil ko adat si ho gayi hai chot khane ki
Bhingi palkon ke sang muskurane ki
Kash anjaam hum pehle se jaan jaate
To koshish na karte dil lagane ki.
 
Ab hum tumhe apne dil ka haal nahi sunayenge...
Jo bite lamhe tumhe yaad nahi, unhe yaad nahi dilayenge....
Tum bhul gaye ho mujhe ya bhulana chahte ho???????
Wajah jo bhi ho per hum ab tumhe apne pyar ka ehsaas dilane kabhi nahi aayenge....!!!!

 
Status
Not open for further replies.
Back
Top