kab Hui pyar ki Barsat Mujhe Yaad Nahi
Khof mein doobi mulaqat Mujhe Yaad Nahi
hum to Madhosh the kuch itna Uski Chahat Me
Us Ne Kab Chhod Diya Sath Mujhe Yaad Nahi.
Mat Puchho Mere Dil Ka Haal
Aapke Dil Bhi Bikhar Jayenge
Is Liye Nahi Sunate Apne Dil Ka Dard Kisi Ko
Ye Sunke To Tanhai Ke Bhi Aansu Nikal Aaynge.....
Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe
Humari Tanhayion Se Ankh Churate Rahe
Aur Hume Bewafa Ka Naam Mila, Kyunki
Hum Har Dard Muskura Kar Chipate Rahe…