[h=5]Muhabbat ___ Ho Chuki PooriTeri muhabbat to muqadar hy milay na milay..
Sukoon zroor milta hy tujhe yad krne se...
Yeh ishq nahe aasaa'n itna to samajh lijye
Ik aag ka dariya hai aur Doob k jana hai
Maut To Naam Se Badnaam Hui Warna,Ye Jaan Kar Khushi Hui Ke Use Bhi Mere Dukh Dard Ka Ehsaas Hai...
Usne Bhi Keh Diya Itna Udaas Rehte Ho To 'Marr' Kyu Nahi Jate....
Maut To Naam Se Badnaam Hui Warna,
Taqleef To Zindagi Bhi Diya Karti Hai…!
Apni maut ham khud mar jayenge,
Aap apne sar kyon ilzaam lete ho,
Zalim hai duniya na jine degi aapko,
Kyon apni juban se mera naam lete ho…
Maut To Naam Se Badnaam Hui Warna,
Taqleef To Zindagi Bhi Diya Karti Hai…!
Maut kya hei, aa bataun tujh ko
Insaan ki shkisht hei ye khuda ke aage
We use essential cookies to make this site work, and optional cookies to enhance your experience.