sher-o-shayari

  • Thread starter Thread starter kahlawat
  • Start date Start date
Status
Not open for further replies.
K

kahlawat

Guest
*
Khuda kare humaari dosti aisi ho
Ki Chot tumhe lage aur dard mujhe ho
Dil tumhaara dhadke aur dhadkan meri ho
Naukri tum karo aur salary meri ho*

wawawawawawawawawawawawawawawawawa !!!!
*
Har samundar mein saahil nahin hota
Har jahaaz mein missile nahin hota
Agar Dhirubhai ka sapna nahin hota
To har **%$$$ ** ke paas mobile nahin hota*

wawawawawawawawawawawawawawawawaw !!!!
*
Khud ko kar buland itnaa..
Ke' Himaalay ki choti pe jaa pahunche..
aur khuda tumse puche..
'Abe gadhe... ab utrega kaise '*

wawawawawawawawawawawawawawawawaw !!!
*
jise dil diya woh dilli chali gayi
jise pyar kiya woh **italy** chali gayi
dil ne kaha khud kushi(sucide) kar le jalim
bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi*

wawawawawawawawawwawawawawawawawa !!!
*
Ghar ghar main diya jale
To diwali mat samjho
Agar main tera peeche paroon
To mawali mat samjho*

wawawawawawawawawawawawaawawaawa !!!
*
Unki zulfoon pe pyaar aaya
Paas ja kar dekha tu sardar paya*

wawawawawawawawawawawawawawawawa !!!

*Patharr kyun marte ho, pura pahaad maar do
Hum yuheeen mar jayenge, sirf ek baar aankh maar do*

wawawawawawawawawawawawwaawwaaw !!!
*
Tere ishq main janam kya se kya haal ho **gaya**
Badan se badboo aa rahee hai, nahaaye jamana ho **gaya*

wawawawawawawawawawawawwaawwaaw !!!
*
Yeh tera chehra hai yaa kele ka chhilka
Jo dekha to dil phisal **gaya*
wawawawawawawawawawawawawawawawa !!!
 
Wah Wah

Excellent shero shayari....to bhai aaj kaal school main shero shayari bi sikhani shuru kardi hai ke....... :)

Do enlighten me about it since i have not been there since passing out in 1991.
 
Mila wo bhi nahi karte, mila hum bhi nahi karte

Bewafayi wo bhi nahi karte, bewafayi hum bhi nahi karte...

Unhain rusvai ka dukh hai , humain tanhai ka hai gam

Gila wo bhi nahi karte, gila hum bhi nahi karte...

Gali ke kissi mod par aksar, takarav ho hi jata hai

Ruka wo bhi nahi karte, ruka hum bhi nahi karte...

Unhain jab dekhate hain, sochte hai kuch kahein unse..

Suna wo bhi nahi karte, kaha hum bhi nahi karte.
 
singh_1981 said:

subhan-allha...dil ko choo gayee ek ek line aapkee.....

unke labon ko thirakte dekha hai kabhi kabhi humne
khuda jaane humse milne ki, ya mere marne ki dua karte hain.

RK^2
 
Last edited:
singh_1981 said:
Mila wo bhi nahi karte, mila hum bhi nahi karte

Bewafayi wo bhi nahi karte, bewafayi hum bhi nahi karte...

Unhain rusvai ka dukh hai , humain tanhai ka hai gam

Gila wo bhi nahi karte, gila hum bhi nahi karte...

Gali ke kissi mod par aksar, takarav ho hi jata hai

Ruka wo bhi nahi karte, ruka hum bhi nahi karte...

Unhain jab dekhate hain, sochte hai kuch kahein unse..

Suna wo bhi nahi karte, kaha hum bhi nahi karte.

wah sukhbir ji wah............

1 - 1 word bilkul dil ki gahraiyon se nikla hua lagta hai....

gr8 lines jo kabhi kabhar hi sun ne ya padhne ko milti hain....

very nice agar aur hain to aan do....

dil khush kar diya...
 
Kuldeep ji achha hai.

Bhai Dhanda,
Bahut hi umda likha hai....( copy-paste masala ho ya fir khud likha ho kintu-prantu hai kabiley tarrif)

Aisa dhasoon likha hai jaisey Likhney main to belownee sipee kuraach khuraach ke saaf kar de ho .....Matbal likahn main kati tarley pehndey pe ja ke chot maree ya to ...
Full marks..

Aur aaan do ..

Mila wo bhi nahi karte, mila hum bhi nahi karte

Bewafayi wo bhi nahi karte, bewafayi hum bhi nahi karte...

Unhain rusvai ka dukh hai , humain tanhai ka hai gam

Gila wo bhi nahi karte, gila hum bhi nahi karte...

Gali ke kissi mod par aksar, takarav ho hi jata hai

Ruka wo bhi nahi karte, ruka hum bhi nahi karte...

Unhain jab dekhate hain, sochte hai kuch kahein unse..

Suna wo bhi nahi karte, kaha hum bhi nahi karte.[/QUOTE]
 
Last edited by a moderator:
too good!! looks like universal truth... :) :)

singh_1981 said:
Mila wo bhi nahi karte, mila hum bhi nahi karte

Bewafayi wo bhi nahi karte, bewafayi hum bhi nahi karte...

Unhain rusvai ka dukh hai , humain tanhai ka hai gam

Gila wo bhi nahi karte, gila hum bhi nahi karte...

Gali ke kissi mod par aksar, takarav ho hi jata hai

Ruka wo bhi nahi karte, ruka hum bhi nahi karte...

Unhain jab dekhate hain, sochte hai kuch kahein unse..

Suna wo bhi nahi karte, kaha hum bhi nahi karte.
 
Thanks a lot........obviously these are not mine.........

lijiye kuch aur hain agar aapko sab ko pasand aayein to......

Tanhayi mein baithe hue jab sochta hoon kuchh likhun,
Tab dard ki dhaara samne se gujar jati hai.
Khushi ke do labz bhi zuban tak nahin aate,
Kavita meri gamon ke shabdon se bhar jati hai.
========
Najre Jhuki to Paimane bane,
Dil tute to Maikhane bane,
Kuch to jaroor khas hai aap mein..
Hum yoon hi nahi aapke Diwane Bane..

waise kuch light mood kai liyr bhi hain

Badi muddat ke baad ek arzoo jagi hai,
Ki hum bhi shadi shuda ho jaye,
Kya vajah shadi karane ki jo kahde sahi sahi,
To yaaron ab khud se kaam ghar ka hota nahi
 
Last edited by a moderator:
Status
Not open for further replies.
Back
Top